ik larki ko mai chahta tha
par kehnay say ghabrata tha
Janay uss mai aaisa kia tha
keh mai ussi kay peechay jata tha
Shayed ussay bhi mujh say pyar tha
par kehna mujh say dushwaar tha
Meray dil mai bhee agar kuch tha
tou sirf ussi kay liye pyar tha
Laikin shayed woh kissi aur ka naseeb tha
mai tou bus aik deewar tha
Uss nay mera dil tor diya tha
ghum kay mor par la kay mujhay chor dia tha
SAAHIL tu bhi ik deewana tha
jiss nay pyar mai iss dunya say muh morr liya tha...
Bookmarks