salam to all
main nay pehlay bhi iss kay baray main sawal kiya tha magar koi is ka sahi jawab na day saka ...meray computer main koi virus aaya hain jis ki wajah say sharing ruk gai hain .. main jab 2 pc connect karta hoon tu ip waghira sab kuch denay kay baad jab aik system say dosray system ko ping karwata hoon tu woh ping nahi hota .....main screen shot day raha hoon plz koi meri yai problem solve kar day............
Bookmarks