Mujhay InPage seekhna hay!
Thori bohat typing kar leta hoo!
Kuch keyboard k shortcuts bi yaad hain!
Lekin main chahta hoo k mujhay is ki typing per aboor hasil ho jaye!
Main apni speed nahi barhana chahta !
Bal k Main chahta hoo ka mera knowlegde is k functions k baray main sufficient ho!
Ta k agar main kuch likhna chahoo to mujhay preshani na ho!!!!!!
Please agar koi dost mujhay InPage ki guide (User Manual) day do??????????
Bookmarks