yar dosto mera pc ka tast bar kam nahi karta hay click karta hu to koi click nahi hota hay ...mane winspy install kia tab se ya huwa or nmane antivirus disable kar k kia tha ab wo anable nahi horaha hay ku k task bar kam nahi kar raha hay or koi chez minimize karo to wo maximize nahi hoti hay ....jatdi batao mera pc on hay plz