Results 1 to 6 of 6

Thread: ~My computer is held~

  1. #1
    Xzibit's Avatar
    Xzibit is offline Senior Member+
    Last Online
    4th April 2014 @ 03:18 PM
    Join Date
    11 Mar 2007
    Location
    ~Ghost Town~
    Age
    35
    Posts
    2,674
    Threads
    130
    Credits
    0
    Thanked
    3

    Angry ~My computer is held~

    IT ke sab members ko salam:
    Mein aap ke samnay aik masla paish kar rha hoon aap nay mujhe us maslay ka hal batana hai. mein jab bhi adobe photoshop per kaam karta hoon tu mera computer thori deir baad held ho jata hai ya restart ho jata hai. hala ke hamray ha lite bhi nahi kam hoti.plz mujhe is maslay ka hal bataein.ok.!

  2. #2
    Wafa's Avatar
    Wafa is offline Senior Member+
    Last Online
    29th June 2015 @ 03:08 AM
    Join Date
    10 Nov 2005
    Posts
    156
    Threads
    91
    Credits
    0
    Thanked
    35

    Default

    iss kee kaye wajoohaat ho saktee hay
    1: Shahid App kee computer main Ram adobe photoshop Run karnee key leye kafee na ho. Adobe Tora Heavy program hay iss leye ho sakta hay app kaa system iss kee mukabele main tora kamzoor hoo.
    2: shahid app kee Adob Photoshop main kuch masala ho. App iss kee koi aur copy install karkee chalaye.
    Adob Run karne kay leye app ke system main kam az kam 256 Rm kaa hona zaroree hay. aur app ka processer kam az kam 900 tal hona chayee
    whooo be wafaa........

  3. #3
    stone's Avatar
    stone is offline Senior Member+
    Last Online
    30th September 2017 @ 03:59 PM
    Join Date
    26 Jan 2007
    Location
    Karachi
    Gender
    Male
    Posts
    107
    Threads
    7
    Credits
    637
    Thanked
    4

    Default

    ji haan sahi kaha wafa ne....

    magar aik aur masla hota hai woh yeh ke aap ne startup disk jo hai c: drive ko banaya ho ga...
    Ctrl+K kar ke prefrence mai ja ker wahan per startup Disk kisi aur drive ko kar dain.....
    agar dosra partition mojod na ho to aik aur option hai
    woh yeh ke us main ram ka option hota hai jis main aap Adobe ko bata sakte hain ke woh kitni Ram ki jaga ghere aur baqi free rahee....
    is se adobe slow to ho jai ga magar hang nahi ho ga....
    aur kosish kareen ke koi bhi heavy file na kholeen is main....
    kam se kam 200 resolation aur A4 ke under hi hooo woh file....
    phir Insha Allah yeh problem nahi hoon gi aap ki...
    agar phir bhi problem still ho to phir aap ko chaye ke aap Ram ko change kar lain agar 128 hai to apne kisi doost ke sath exchange kar lain....
    kion ke baaz oqat Ram Mismatch kar jati hai..... umeed hai aap ki samaj aa gaya ho ga.....
    PM ker sakte hain muje

  4. #4
    Xzibit's Avatar
    Xzibit is offline Senior Member+
    Last Online
    4th April 2014 @ 03:18 PM
    Join Date
    11 Mar 2007
    Location
    ~Ghost Town~
    Age
    35
    Posts
    2,674
    Threads
    130
    Credits
    0
    Thanked
    3

    Default

    mera copmuter intel inside ka original computer hai. is ki ram 640mb hai.pata nahi phir bhi kiyon held ho jata hai.

  5. #5
    aliali is offline Senior Member+
    Last Online
    30th September 2008 @ 07:24 PM
    Join Date
    08 Apr 2007
    Age
    41
    Posts
    714
    Threads
    93
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    ap yah chak karlan ka ap ke ram theek lage ha kah naheen kyoon ka as wajah sa bhhee ho saghta ha or yah bhee kah ap ka pc ka windows ke file crapt bhee ho saghtee ha kah jo ap ka computer ko full soprt naheen kar rahee ha ...baqi alah he zayaddah janta ha ap ap bar as ka ram nakal lan or phir lagayan .. ok khoda hafiz

  6. #6
    Xzibit's Avatar
    Xzibit is offline Senior Member+
    Last Online
    4th April 2014 @ 03:18 PM
    Join Date
    11 Mar 2007
    Location
    ~Ghost Town~
    Age
    35
    Posts
    2,674
    Threads
    130
    Credits
    0
    Thanked
    3

    Default

    aisa kar kay deikha hai. ram bhi bilkul theek hai windows bhi dubara install ki hai. phir bhi pata nahi aisa kiyon hota hai.

Similar Threads

  1. need held plz plz plz
    By hadsee in forum Ask an Expert
    Replies: 0
    Last Post: 17th August 2014, 02:05 PM
  2. pc held
    By atif3001 in forum Ask an Expert
    Replies: 0
    Last Post: 15th October 2013, 07:43 PM
  3. held about computer buying.
    By faqazi in forum Ask an Expert
    Replies: 1
    Last Post: 5th December 2011, 04:52 AM
  4. computer held during internet ,help me
    By tahir82 in forum Ask an Expert
    Replies: 7
    Last Post: 12th February 2009, 07:43 PM
  5. mera computer held ho jata hai??
    By lukykamran in forum Ask an Expert
    Replies: 3
    Last Post: 12th October 2007, 09:31 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •