ASLAM O ALEKUM!
MUJHAY ye pochna hai k agar hum 2003 SERVER ko domain pe set karna chahain tu doamin(www.examle.com) ka id aur password dain gay ya kuch aur, Q k main ghar main hi 2003server pe kam seekhna chahta hon meray pas do system ki networking(XP MAIN) b ki hoi hai lakin ab main ek per 2003 server chalana chahta hon mujhay guide karain is barai main.
Umeed hai k aaap ko mera sawal samaj a gya hoga, jawab ka mutazir.
Ghc.