salam bro
Main nay bhi MCSE Nicon say
Aur CCNA Corvit say kiya hai
is say pehlay bahi kafi logon nay ider ccna stat kiya hai lekin woh ya to 2 ya 4
posts k bad bhool jatay hain ya kahin gum ho jatay hain
kaya aap bahi aisa hi karain gay.
ager aap nay ccna start kernay ka soch hi liya hai to plz is ko puri tafseel say
pura karain
Bookmarks