Page 3 of 10 FirstFirst 123456 ... LastLast
Results 25 to 36 of 109

Thread: Hazrat ESA A.s Ki Nishania ..... Eik Sawal Ka JAwab ......

  1. #25
    MailKing is offline Senior Member+
    Last Online
    19th December 2013 @ 04:05 PM
    Join Date
    17 Aug 2009
    Posts
    400
    Threads
    20
    Credits
    1,030
    Thanked
    19

    Default

    Quote Ustaad said: View Post


    jis nay ALLAH , MUHAMMAD S.A.W , HAZRAT ESA A.S , HAZRAT MARYYAM A.S , SAHABA R.Z kishaan mina ghustakhi ki hai kia usay bhi acha guman karain ?
    as a Muslim ham pr farz hai kh ham ALLAH aur tamam NAABION ki etaat kaein, ghustakhi krna to gunah aur jurm hai.

  2. #26
    MailKing is offline Senior Member+
    Last Online
    19th December 2013 @ 04:05 PM
    Join Date
    17 Aug 2009
    Posts
    400
    Threads
    20
    Credits
    1,030
    Thanked
    19

    Default

    Quote Ustaad said: View Post


    yeh main nahi ALLAH kaay nabi MUHAMMAD S.A.W ka ershaad hia .......

    ESA EBN E MARYYAM MEHAZ MARE UMMAT K EIK MUNSIF HUKUMRAN HONGAY . WOO SALEEB KO TORAINGAY , KHANZEER KO HALAK KARAINGAY OR JAZIA KHATAM KARAINGAY .

    (EBN-E-MAJA BOOK ALFATAN . 4077, IQTABAAS 58-20 )
    Ap k pas kia saboot hai kh ye ap SAW ka Ershaad hai?

    Post mai text ka color black use karo to parhne mai asaani ho gi,

  3. #27
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    Quote mailking said: View Post
    ap k pas kia saboot hai kh ye ap saw ka ershaad hai?

    Post mai text ka color black use karo to parhne mai asaani ho gi,
    esa ebn e maryyam mehaz mare ummat k eik munsif hukumran hongay . Woo saleeb ko toraingay , khanzeer ko halak karaingay or jazia khatam karaingay .

    (ebn-e-maja book alfatan . 4077, iqtabaas 58-20 )
    Max img size for signature is 30KB or Less

  4. #28
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    Quote MailKing said: View Post
    Ap k pas kia saboot hai kh ye ap SAW ka Ershaad hai?

    Post mai text ka color black use karo to parhne mai asaani ho gi,
    Waisay mujhay aap Mirzaie lagtay ho ....... agar ho to batanay say dartay q ho ?
    or agar nahi ho to bhi bata do ........

  5. #29
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    Malik Sahab .......... mian nay hadeees ka hawala bhi dia hia ....... aap perh lena ..... Shukria ........

  6. #30
    MailKing is offline Senior Member+
    Last Online
    19th December 2013 @ 04:05 PM
    Join Date
    17 Aug 2009
    Posts
    400
    Threads
    20
    Credits
    1,030
    Thanked
    19

    Default

    Quote Ustaad said: View Post


    Waisay mujhay aap Mirzaie lagtay ho ....... agar ho to batanay say dartay q ho ?
    or agar nahi ho to bhi bata do ........
    Dear Ustaad, Mayra kisi firke se taluk nahi hai. Thank GOD. ap ko main kabi kisi firke aur kiabi kisi firke ka logon ga (may be) lakin ap mujhy kisi firke mai set nahi kr pao gay. main hakeeki baat ko accept kr ta hon kha wo kisi be firke ki ho... aur har galt baat ko reject krta hon kha wo kisi b firke ki ho.

    ALLAH ne firkon mai butne se mana kia hai. lakin aj ham firkon mai but choke hain aur har firka dosre firke ko kafer kahta hai.

    ALLAH ne firkay bana ne se roka hai. see
    Sura#3 Ayat #103
    Sura#6 Ayat #159
    Sura#30 Ayat #32
    Sura#42 Ayat #13,14



    ek aur baat clear kr don main Hadeese Rasool ka inkari nahi hon lakin AP SAW ki taraf jo baatin mansoob(mun gart) hain un ko nahi maanta kha wo kisi bi katab mai hon.

    maine apne bare mai ap ko baata dia hai. kia ap baatana pasan karo gay?
    ----------------------------------

    kia ESA A.S ka dunyan mai wapis ane ka zekr QURAN mai hai?

    agr hai to baato...!

    GOD Bless U....

  7. #31
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    Quote MailKing said: View Post
    Dear Ustaad, Mayra kisi firke se taluk nahi hai. Thank GOD. ap ko main kabi kisi firke aur kiabi kisi firke ka logon ga (may be) lakin ap mujhy kisi firke mai set nahi kr pao gay. main hakeeki baat ko accept kr ta hon kha wo kisi be firke ki ho... aur har galt baat ko reject krta hon kha wo kisi b firke ki ho.

    ALLAH ne firkon mai butne se mana kia hai. lakin aj ham firkon mai but choke hain aur har firka dosre firke ko kafer kahta hai.

    ALLAH ne firkay bana ne se roka hai. see
    Sura#3 Ayat #103
    Sura#6 Ayat #159
    Sura#30 Ayat #32
    Sura#42 Ayat #13,14



    ek aur baat clear kr don main Hadeese Rasool ka inkari nahi hon lakin AP SAW ki taraf jo baatin mansoob(mun gart) hain un ko nahi maanta kha wo kisi bi katab mai hon.

    maine apne bare mai ap ko baata dia hai. kia ap baatana pasan karo gay?
    ----------------------------------

    kia ESA A.S ka dunyan mai wapis ane ka zekr QURAN mai hai?

    agr hai to baato...!

    GOD Bless U....
    2 baatain hia ..........

    pehli yeh k aap k pas kia saboot hai k yeh hadees man gharat hia ? ( malik sahab elzaam lagaya nahi jata jurm sabit kia jata hai )

    Doosri baat ........ mujhay lagta hai k aap hazrat ESA A.S k dobara anay k munkir lagtay hain ?

    kia mian sahe samjha ?

  8. #32
    MailKing is offline Senior Member+
    Last Online
    19th December 2013 @ 04:05 PM
    Join Date
    17 Aug 2009
    Posts
    400
    Threads
    20
    Credits
    1,030
    Thanked
    19

    Default

    Quote Ustaad said: View Post


    2 baatain hia ..........

    pehli yeh k aap k pas kia saboot hai k yeh hadees man gharat hia ? ( malik sahab elzaam lagaya nahi jata jurm sabit kia jata hai )

    Doosri baat ........ mujhay lagta hai k aap hazrat ESA A.S k dobara anay k munkir lagtay hain ?

    kia mian sahe samjha ?
    Quran mai Hazrat ESA A.S k dobara anay ka zeekr nahi hai. AP SAW Quran k elawa koi baat apni taraf se nahi kr te thay ( deen ka muamle mai). Sura#53 Ayat#3,4.

    AP SAW ne only Quran ki baaton ko hi bayan kia, Quran mai Hazrat ESA A.S k dobara ane ka zikr nahi hai Lihaza AP SAW ne is topic pr baat b nahi ki.

    jo hadees ap ne likhi hai us mai to 95% akeeda to Christians ka hai, wo kahte hain kh Hazrat ESA A.S ayin gay wo hamare Imam hon gay wo sleeb ko torin gay.. etc.
    AP SAW ne mana kia hai kh Christians ka akeeda na apnao.

    Lihaza Hazrat ESA A.S ka dobara ane ka akeeda Muslims ka nahi balke Christians ka hai.

    lakin afsoos ye hai kh ham ne Quran ko chor kr aur baaton ko fallow kr na sheru kr dia.

    Dear ap ne apne bare mai nahi bataya?

  9. #33
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    very good mailking brother ....... kia mian jaan sekta hoon k aap namaz kes terha perhtay hain ? agar bura na manaie to ........

  10. #34
    MailKing is offline Senior Member+
    Last Online
    19th December 2013 @ 04:05 PM
    Join Date
    17 Aug 2009
    Posts
    400
    Threads
    20
    Credits
    1,030
    Thanked
    19

    Default

    Quote Ustaad said: View Post
    Malik Sahab .......... mian nay hadeees ka hawala bhi dia hia ....... aap perh lena ..... Shukria ........
    Dear Ustaad agr ap Hadeese Rasool SAW hawala na b dain to b main hadeese Rasool ko accept krlo ga... shart ye hai kh wo Hadeese Rasool ho. agr wo hadees (baat) Hadeese Rasool nahi hai to phr ap kisi b katab ka hawala dain to main accept nahi karon ga... sorry (don't mind)

    ye kayse pata chale ga kh ye Hadeese Rasool hai kh nahi?

    Is sawal ka jawab AP SAW ne khud dia hai.

    AP SAW ki Hadees ka mafom hai. ek dafa Sahaba R.S ne pocha kh ya Rasoolallah koch log AP ki taraf baatin mansoob kr rahe hain, to AP SAW ne farmaya kh koi b baat ap k pas aye to us ko Quran se parkho agr to wo baat Quran se takraye gi to wo hadees Mayri nahi ho gi. (Hadeese Rasool nahi ho gi).


    Hadees ko test krne ka asool AP SAW ne baata dia hai.



    http://itdunya.com/showthread.php?p=1500833#poststop

  11. #35
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    Quote MailKing said: View Post
    Dear Ustaad agr ap Hadeese Rasool SAW hawala na b dain to b main hadeese Rasool ko accept krlo ga... shart ye hai kh wo Hadeese Rasool ho. agr wo hadees (baat) Hadeese Rasool nahi hai to phr ap kisi b katab ka hawala dain to main accept nahi karon ga... sorry (don't mind)

    ye kayse pata chale ga kh ye Hadeese Rasool hai kh nahi?

    Is sawal ka jawab AP SAW ne khud dia hai.

    AP SAW ki Hadees ka mafom hai. ek dafa Sahaba R.S ne pocha kh ya Rasoolallah koch log AP ki taraf baatin mansoob kr rahe hain, to AP SAW ne farmaya kh koi b baat ap k pas aye to us ko Quran se parkho agr to wo baat Quran se takraye gi to wo hadees Mayri nahi ho gi. (Hadeese Rasool nahi ho gi).


    Hadees ko test krne ka asool AP SAW ne baata dia hai.



    http://itdunya.com/showthread.php?p=1500833#poststop
    Well boohat boohat shukria aap ka .........

    kia aap QURAN ki koi ayyat mujhay dekhasektay hai k jis mian yeh likha ho k hazrat ESA A.S wafat pa chukay hain ?

  12. #36
    MailKing is offline Senior Member+
    Last Online
    19th December 2013 @ 04:05 PM
    Join Date
    17 Aug 2009
    Posts
    400
    Threads
    20
    Credits
    1,030
    Thanked
    19

    Default

    Quote Ustaad said: View Post
    very good mailking brother ....... kia mian jaan sekta hoon k aap namaz kes terha perhtay hain ? agar bura na manaie to ........
    Brother main Namaz wase hi parhta hon jayse mayre parents parhte hain.
    AP SAW ek Hadees ka mahfoom hai kh Sahaba namaz ase jesay mujhy parhte hoye daykh te ho.
    ye ek selsla shero ho jata hai kh Sahaba ne AP SAW ko Namaz parhte hoye daykh Sahaba ko tabeen ne daykh tabeen ko taba tabeen ne daykh... is tarah aage chalta jata hai silsla, jo ap mujh se zayda achi tarha jante hain.

    I know kh ap ne ye question qun pocha hai. aur is k baad kia pochiyin gay i know... but ap koi b question poch sakte hain... welcome...

Page 3 of 10 FirstFirst 123456 ... LastLast

Similar Threads

  1. Replies: 54
    Last Post: 4th May 2011, 07:48 PM
  2. :: 25 Sawal :: 25 Jawab :: Hazrat Muhammad (P.B.U.H)‏
    By Rahym.Zulfiqar.Aly in forum Islam
    Replies: 14
    Last Post: 2nd April 2010, 01:16 AM
  3. Replies: 42
    Last Post: 28th January 2010, 08:52 AM
  4. Replies: 3
    Last Post: 21st January 2009, 11:01 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •