Page 6 of 10 FirstFirst ... 3456789 ... LastLast
Results 61 to 72 of 109

Thread: Hazrat ESA A.s Ki Nishania ..... Eik Sawal Ka JAwab ......

  1. #61
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    Quote MailKing said: View Post
    AP SAW se bari Qayamat ki nishani kia ho sakti hai?

    Jab AP SAW a gay. Nabowat ka darwaza baand ho gaya. Qayamat ki nishanian complete ho gain to ALLAH ne ERSHAD farma dia kh.
    Qayamat ki nishania a choki hain.
    Sura#47 Ayt#18

    Aur ye Ayet mirza ko b johta sabat krti hai. jo us ne dawe kiaye. Aur ye Ayet logo ko khabr dar krti hai kh ab kisi ne nahi ana bs Qayamat ne hi ana hai qun k Qayamat ki nishanian a chuki hain.
    Doglay pan ki bhi had hoti hia .......
    pehlay aap nay ese ayyat ka hawal day kar kaha tha k hazrat ESA A.S aa chukay hain or chalay bhi gai hai or qayamat ki nishani a pori ho chuki hai ......
    ab aap ese ayyat ko MUHAMMAD S.A.W say jor kar keh rehay hain k qayamat ki nishani aa chuki hia .....
    aap ki kon c baat sahe or kon c ghalat hia ?
    Max img size for signature is 30KB or Less

  2. #62
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    Quote MailKing said: View Post
    Dear Ustaad jo ap ne Quran ki Ayyate hawale k toor pr di hain un mai se kisi ek Ayet se ye sabat nahi hota kh ESA A.S wapis ayin gay...

    katabo-o-hikmat se jo murad ap lay rahe hain us se ap ki baat ko spot milti hai. (Hazrat ESA A.S wapis ayin gay)

    Laykin Quran ki ye Ayet kh "Qayamat ki nishania a choki hain."
    Sura#47 Ayt#18
    ye Ayet ap ki murad ( jo kitabo-o-hikmat layin rahe hain ) ko reject kr dayti hai. wo is tarha qun kh agr ap ki baat maan li jay to Is AYET ka inkar ho jata hai. ap ki baat se ye baat sabat hoti hai kh Qayamat ki nishanian abi pori nahi hoin.
    kia ap is Ayet ko nahi mannte? Qayamat ki nishania a choki hain.
    Sura#47 Ayt#18

    to pher aap QURAN ki woo wali ayyat ka inkaar kardain jis ka hawala mian nay dia hai ......
    ab aap yeh batain k qayamat ki nishani kia hai ?

  3. #63
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    Quote MailKing said: View Post
    main ap ko b wohi awalye dayta hon jo Ustad bahi ko diay hain.

    wo (Hazrat ESA A.S) Qayamt ki nishani hain. See Suar# 43 Ayet# 61

    doosri Ayet:Qayamat ki nishania a choki hain.
    Sura#47 Ayt#18

    doosri Ayet se ye sabat hota hai kh Hazrat ESA A.S ab nahi ayin gay qun k pahli Ayet mai hai kh wo Qayamt ki nishani hain aur dosri Ayet mai ALLAH farma rahe hain kh nishanian a choki hain. is ka matlib hai kh Qayamt ki nishanian pori ho choki hain.
    jab ye baat Quran mai hai kh Qayamat ki nishainan a choki hain aur ap kahin kh ani hain abi to phr ya to QURAN ki baat sachi hai ya phr ap sache hain.

    Ab ap khud fasla karlin kh Quran Sacha hai ya Ap....
    Quote MailKing said: View Post
    AP SAW se pahle har nabi next nabi ki bashart dayta tha. Kia Hazrat ESA A.S ne apni umat se ye nahi kaha tha kh mayre baad ek Nabi aye ga Wo aakhri nabi ho ga. us ka naam Muhammad ho ga. us par iman lana.
    AP SAW se bari Qayamat ki nishani kia ho sakti hai?

    Jab AP SAW a gay. Nabowat ka darwaza baand ho gaya. Qayamat ki nishanian complete ho gain to ALLAH ne ERSHAD farma dia kh.
    Qayamat ki nishania a choki hain.
    Sura#47 Ayt#18
    aap ki kon c baat sahe or kon c ghalat hai ?

  4. #64
    MailKing is offline Senior Member+
    Last Online
    19th December 2013 @ 04:05 PM
    Join Date
    17 Aug 2009
    Posts
    400
    Threads
    20
    Credits
    1,030
    Thanked
    19

    Default

    Quote Ustaad said: View Post


    Doglay pan ki bhi had hoti hia .......
    pehlay aap nay ese ayyat ka hawal day kar kaha tha k hazrat ESA A.S aa chukay hain or chalay bhi gai hai or qayamat ki nishani a pori ho chuki hai ......
    ab aap ese ayyat ko MUHAMMAD S.A.W say jor kar keh rehay hain k qayamat ki nishani aa chuki hia .....
    aap ki kon c baat sahe or kon c ghalat hia ?
    Quote Ustaad said: View Post




    aap ki kon c baat sahe or kon c ghalat hai ?
    pahle baat ko understand karo phr koi elzam lago. ap se sawalon ka jawab nahi dia jara to is ka ye matlib nahi kh guse mai a jau. aur elzam laga na sheru krdo.

    jo maine Quran ki Ayyat hawale k tor pr di hain. un ko main aj phr darhata hon.

    wo (Hazrat EAS A.S) qayamat ki nishani hain. Sura#43 Ayet#61.

    doosri Ayet: Qayamat ki nishania a choki hain.
    Sura#47 Ayt#18

    is Ayet mai word nishania hai. jama ka sega hai. pahli wali Ayet mai nishani word aye hai. jo k wahd.
    doosri Ayet mai Qayamat ki tamam nishania makamal hone ki khabr di ja rahi hai.

    kia AP SAW Qayamat ki nishani nahi thay? AP SAW Qayamat ki akhri nishani thay jab AP SAW tashreef laye to Qayamat ki nishania pori ho gain to ALLAH ne farma dia kh Qayamat ki nishania a choki hain.
    Sura#47 Ayt#18.

    ap ne kaha kh g pahle ap ne is Ayet ko EAS A.S k sath jora aur ab ap AP SAW k sath jor rahe hai.
    Dear ap baat ko understand krne ki koshash karin.
    daykho "wo (hazrat EAS A.S) Qayamat ki nishani hain." Sura#43 Ayet#61

    is Ayet se ye kaha ja sakta hai kh EAS A.S ne abi ana hai. laykin agr ap Ayyat ko mala kr parhain to ap ko baat ki samhj aye gi.

    doosri Ayet mai hai kh Qayamat ki nishania a choki hain.
    Sura#47 Ayt#18
    is Ayet se sabat hota hai kh Qayamat ki nishanian pori ho choki hain. ye Ayet tamam nishanion ki tarf ashara kr rahi hai(seraf EAS A.S ki taraf hi nahi. maine EAS A.S ki baat is liaye ki thi qun kh baat hi EAS A.S pr ho rahi hai.) kh Qayamat ki nishainan makaml ko choki hain. ab koi bhi Qayamat ki nishani baki nahi hai.
    maine baat ko clear krne ki koshash to ki hai. ho sakta hai kh main baat ko sahi tarha explain na kr saka hon. jis ki waja se ap ko understand krne mai doshwari a rahi ho. , I hope kh ab ap easily understand kr lo gay.

  5. #65
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    wo (Hazrat EAS A.S) qayamat ki nishani hain. Sura#43 Ayet#61.........

    yeh kaha likha hai k MUHAMMAD S.A.W qayamat ki nishani hia ?

    aap nay kaha hai k MUHAMMAD S.A.W qayamat ki bari nishani hia .......

    QURAN keh raha hai k hazrat ESA A.S qayamat ki nishani hia or woopori ho chuki hai to MUHAMMAD S.A.W kaisay qayamat ki sab say bari nishani hia ?

  6. #66
    MailKing is offline Senior Member+
    Last Online
    19th December 2013 @ 04:05 PM
    Join Date
    17 Aug 2009
    Posts
    400
    Threads
    20
    Credits
    1,030
    Thanked
    19

    Default

    Quote Ustaad said: View Post
    wo (Hazrat EAS A.S) qayamat ki nishani hain. Sura#43 Ayet#61.........

    yeh kaha likha hai k MUHAMMAD S.A.W qayamat ki nishani hia ?

    aap nay kaha hai k MUHAMMAD S.A.W qayamat ki bari nishani hia .......

    QURAN keh raha hai k hazrat ESA A.S qayamat ki nishani hia or woopori ho chuki hai to MUHAMMAD S.A.W kaisay qayamat ki sab say bari nishani hia ?
    Mr Ustaad ye to understood hai kh AP SAW Qayamat ki bari nishani hai. daykho pahle har Nabi next Nabi ki basharat dayta tha. Lakin AP SAW k baad nabowat k darwaza band ho gaya. pahlaye jitni bi kaatabine sahife nazal hoaye un mai se kisi ek mai b ye nahi kaha ALLAH ne kh Qayamat ki nishanian pori ho gai hain balke next Nabi kitarf eshara kia jata tha. jab AP SAW is dunya mai tashreef laye to ALLAH ne ye Ayet nazal kr di kh Qayamat ki nishania a choki hain.
    Sura#47 Ayt#18
    is Ayet se ye baat sabat hoti hai kh AP SAW Qayamat ki bari aur akhri nishani hain.

  7. #67
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    Quote MailKing said: View Post
    Mr Ustaad ye to understood hai kh AP SAW Qayamat ki bari nishani hai. daykho pahle har Nabi next Nabi ki basharat dayta tha. Lakin AP SAW k baad nabowat k darwaza band ho gaya. pahlaye jitni bi kaatabine sahife nazal hoaye un mai se kisi ek mai b ye nahi kaha ALLAH ne kh Qayamat ki nishanian pori ho gai hain balke next Nabi kitarf eshara kia jata tha. jab AP SAW is dunya mai tashreef laye to ALLAH ne ye Ayet nazal kr di kh Qayamat ki nishania a choki hain.
    Sura#47 Ayt#18
    is Ayet se ye baat sabat hoti hai kh AP SAW Qayamat ki bari aur akhri nishani hain.
    Lakin aap nay to Surah# 47 ki Ayat#18 hazrat ESA A.S k lia nazil hoi hai ........ yani nishani a chuki hai ........... or ab aap keh rehay hain k yeh MUHAMMAD S.A.W k mutaliq hia ..........

  8. #68
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    MUHAMMAD S.A.W akhri nabi hai yeh daleel hai is baat ki k MUHAMMAD S.A.W k baad ki nabi nahi ..........
    kia aap koi hadees ya QURAN ki koi ayyat bata sektay hain k jis mian MUHAMMAD S.A.W nay yeh farmaya ho k main qayamat ki nishani hoon ?

  9. #69
    MailKing is offline Senior Member+
    Last Online
    19th December 2013 @ 04:05 PM
    Join Date
    17 Aug 2009
    Posts
    400
    Threads
    20
    Credits
    1,030
    Thanked
    19

    Default

    Quote Ustaad said: View Post


    Lakin aap nay to Surah# 47 ki Ayat#18 hazrat ESA A.S k lia nazil hoi hai ........ yani nishani a chuki hai ........... or ab aap keh rehay hain k yeh MUHAMMAD S.A.W k mutaliq hia ..........
    Ustaad bahi ye Ayet kh "Qayamat ki nishania a choki hain."
    Sura#47 Ayt#18

    is Ayet mai har us Qayamat ki nishani k makaml hone ki taraf eshara hai.jis nishani ne Qayamat se pahle ana tha. ye Ayet Qayamat ki nishaiono k pora hone ki taasdeeq kar rahi hai.

    ap ne kaha kh pahle to ye Ayet EAS A.S k liaye bayan kr rahe thay aur ab AP SAW ki taraf.
    maine ESA A.S ki baat is liaye ki thi qun kh topic hi EAS A.S ka chal raha hai.

  10. #70
    MailKing is offline Senior Member+
    Last Online
    19th December 2013 @ 04:05 PM
    Join Date
    17 Aug 2009
    Posts
    400
    Threads
    20
    Credits
    1,030
    Thanked
    19

    Default

    Quote Ustaad said: View Post
    MUHAMMAD S.A.W akhri nabi hai yeh daleel hai is baat ki k MUHAMMAD S.A.W k baad ki nabi nahi ..........
    kia aap koi hadees ya QURAN ki koi ayyat bata sektay hain k jis mian MUHAMMAD S.A.W nay yeh farmaya ho k main qayamat ki nishani hoon ?
    Ap k is sawal k jawab b esi Ayet mai hai.
    Qayamat ki nishania a choki hain.
    Sura#47 Ayet#18

    ye Ayet MUHAMMAS SAW k is dunian mai tashreef lane k baad nazal hoi na!

    pahle har Nabi ko next nabi ki basharat di jati thi aur wo Nabi apni ummat ko ye khush khabri dayde ta tha.

    Lekin Jab AP S.A.W a gaye to ALLAH ne ye kaha kh "Qayamat ki nishania a choki hain.
    Sura#47 Ayet#18

    is Ayet se sabat hota hai kh AP SAW Qayamat ki akhri nishani thay. Dear ek hi Ayet mai boht se sawalo ka jawab hota hai. ye QURAN ki hikmat hai.

  11. #71
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    Quote MailKing said: View Post
    Ustaad bahi ye Ayet kh "Qayamat ki nishania a choki hain."
    Sura#47 Ayt#18

    is Ayet mai har us Qayamat ki nishani k makaml hone ki taraf eshara hai.jis nishani ne Qayamat se pahle ana tha. ye Ayet Qayamat ki nishaiono k pora hone ki taasdeeq kar rahi hai.

    ap ne kaha kh pahle to ye Ayet EAS A.S k liaye bayan kr rahe thay aur ab AP SAW ki taraf.
    maine ESA A.S ki baat is liaye ki thi qun kh topic hi EAS A.S ka chal raha hai.
    Yani k .......... agar topic hazrat ESA A.S ka chal raha hai to QURAN ki yeh ayyat hazrat ESA A.S k lia hai ..........
    or agar MUHAMMAD S.A.W k lia chal raha hai to MUHAMMAD S.A.W akhri nishani ?

  12. #72
    MailKing is offline Senior Member+
    Last Online
    19th December 2013 @ 04:05 PM
    Join Date
    17 Aug 2009
    Posts
    400
    Threads
    20
    Credits
    1,030
    Thanked
    19

    Default

    Quote Ustaad said: View Post


    Yani k .......... agar topic hazrat ESA A.S ka chal raha hai to QURAN ki yeh ayyat hazrat ESA A.S k lia hai ..........
    or agar MUHAMMAD S.A.W k lia chal raha hai to MUHAMMAD S.A.W akhri nishani ?
    Ustaad ap ko mutalaya ki zarorat hai. pahle ap mutalaya karo phr discussion karo (mind na krna...)

Page 6 of 10 FirstFirst ... 3456789 ... LastLast

Similar Threads

  1. Replies: 54
    Last Post: 4th May 2011, 07:48 PM
  2. :: 25 Sawal :: 25 Jawab :: Hazrat Muhammad (P.B.U.H)‏
    By Rahym.Zulfiqar.Aly in forum Islam
    Replies: 14
    Last Post: 2nd April 2010, 01:16 AM
  3. Replies: 42
    Last Post: 28th January 2010, 08:52 AM
  4. Replies: 3
    Last Post: 21st January 2009, 11:01 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •