yaro mujay apnay nokia 6300 kay liyay 1 downloader application chahiyay.
Umeed hai kuch waqt tak mil jaye gi.!
yaro mujay apnay nokia 6300 kay liyay 1 downloader application chahiyay.
Umeed hai kuch waqt tak mil jaye gi.!
Yar jo songs jaisy files ko download kr skay...adeal bhai
brother main bhi nokia 6300 use kar raha hun aour main opera mini 4.2 use karta hun.ho sakta hai aap bhi use kar rahe hun.agar nahin kar rahe toh 4.2 use karen is sa ap 1mb tak ki cheez ko mobile main save yani download kar sakte hain.jahan tak mera khayal hai aap ko koi aesa soft ware nahin mil sakta jo download karta ho.
Okka..
Yar itdunya mai picture ko kaisay lagaty hain...jaisay aap ki mask wali picture nazar ati hai..plz bta do!
Bookmarks