Aslam-o-Alikam,
Maira masla ya hai k main apne system ka password bhool gya hon. Main password ko recover karna chahata hon. main OS windows XP use kr raha hon. Koe bhai bata skta hai k password ko kis tarah recover keya ja sakta hai. Plz maira ya masla hal kr dain.
Wasalam