Wo to chalo mai kehta hun aap to isi media ko maante ho to ye kaise nai maan rahe ye to bari ajeeb baat howi apne matlab k khilaaf khabar agayi isi liye...waise aapko aaj maine pehli baar online dekha hai aapko meri itni history kaise pata hai mere online offline hone ki timing ka pata hai wo bhi karachi me beth kr...ho na agency k agent...
Bookmarks