Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 12 of 24

Thread: Usb Mai Buhat Bara Masala HAi Plzzzz Help

  1. #1
    sajjad shah is offline Senior Member+
    Last Online
    1st March 2016 @ 04:37 PM
    Join Date
    09 Feb 2007
    Location
    Rawalpindi
    Age
    37
    Gender
    Male
    Posts
    1,897
    Threads
    90
    Credits
    0
    Thanked
    2

    Red face Usb Mai Buhat Bara Masala HAi Plzzzz Help

    Salam Sab ko

    Kya hall hai app sab bahiyo ka ?
    Mere Pass 2GB ki Usb hai Iss Usb mai buhat Bara Masala hai
    Muje iss Masal ki samj nahi aati Iss liye mai ne app se Share kiya
    Masla yah hai k jab mai apni usb mai Data Copy karta hun Tu jab iss Mai 1 Gb se zayda Data Copy Hojay .jab mai iss usb ko Unplug karoo ga Again jab mai iss usb ko lagaoo ga tu sara ka sara Data (0.00000000000000000000000000000)nam k Folders mai tabdeel hota hai .aur sara Data Curropt Hojata hai aur delete B nahi hota phir muje usb ko Format karna parata hai .pehle Usb theeeeek thi pata nahi ak Dam se kya hogeya iss ko .mai app ko iss ki Screen short b bata hun.
    Mai ne yah usb Buhat se friends k Computer pe laga k dekhi hai Same Problam aati hai
    plzzzz muje iss ka Hail batain
    Attached Images Attached Images  

  2. #2
    Join Date
    27 May 2007
    Posts
    13
    Threads
    0
    Thanked
    0

    Default

    bhai jaan
    ye koi bara masla nahi he
    is mein zaroor virus hoga ya ye pani mein giri hogi
    is ko format
    maro or phir recovery ka software laga kar data recover kar lo

  3. #3
    zaheer72 is offline Junior Member
    Last Online
    7th September 2020 @ 01:59 PM
    Join Date
    20 May 2007
    Age
    39
    Posts
    21
    Threads
    1
    Credits
    8
    Thanked: 1

    Thumbs up your problem

    ASSALAM O ALAIKUM
    SAJJAD BHAI app key USB may yeh masla hai k is ke ander virus hai aur app k computer may bhi virus hai app 2 kam kery
    (1)sub sey pehley apny compute ko kaspersky nami virus sey scan ker ley lekin yeh yaad rakheay ga ka yeh anti virus latest hona chahey anti virus app internet per ja ker kisi bhi achi ant virus wali web site sey download ker saktey hai
    (2)jab app ka computer virus sey clean ho jaey to phir app apni USB ko format ker k dobara data copy kery ALLAH ki meharbani aur PANJTAN PAK ke SADQEY may ab yeh masla dobara app k pass nahi aey ga

  4. #4
    Join Date
    27 May 2007
    Posts
    13
    Threads
    0
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    antivurus se acha he format

  5. #5
    sajjad shah is offline Senior Member+
    Last Online
    1st March 2016 @ 04:37 PM
    Join Date
    09 Feb 2007
    Location
    Rawalpindi
    Age
    37
    Gender
    Male
    Posts
    1,897
    Threads
    90
    Credits
    0
    Thanked
    2

    Default

    All Solution bahi aur Zaheer bahi app ka buhat buhat shukriya K app ne mere masala read kiya
    Mai ne pehle b kaha mere pc mai virus nahi hai. MAi ne already kaspersky ko upgrade kar k Computer aur Usb ko Scan kiya hai buhat Same Prob hai. Mai ne Dosray Computeroo per b chk kiya hai buhat masala hail nahi Hoa
    Mai ne usb ko Buhat se Antivirus se scan kiya Buhat Same prob hai
    Aur mai har roz Usb ko Format karta hun Phir b yahi masala hai
    plzzz yar koi aur hail batoo iss ka ju mai karoo Aur Usb 2Gb ka b data Store karay

  6. #6
    Join Date
    27 May 2007
    Posts
    13
    Threads
    0
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    hal meine ap ko pehle hi bata hai ke us koi format karo kyun ke is ka yehi hal hai

  7. #7
    Irfan_Qureshi's Avatar
    Irfan_Qureshi is offline Senior Member+
    Last Online
    26th July 2013 @ 05:21 AM
    Join Date
    03 Jan 2007
    Age
    39
    Posts
    1,085
    Threads
    15
    Credits
    970
    Thanked
    0

    Default

    yar ye virus hi he ap sirf aik kam karo ke in folders per right click kar ke in ki extention check karo ke wo kia hen i think .exe hi hongi

    ap mere kehne per aik bar nod32 antivirus use karo inshallah masla hal ho jaye ga



  8. #8
    sajjad shah is offline Senior Member+
    Last Online
    1st March 2016 @ 04:37 PM
    Join Date
    09 Feb 2007
    Location
    Rawalpindi
    Age
    37
    Gender
    Male
    Posts
    1,897
    Threads
    90
    Credits
    0
    Thanked
    2

    Default

    Brooo mai ne iss Usb ko Format KAr k b Dekha hai ISs ko Aur Buhat Dafa apnay Friends K PC PEr b Laga k dekha hai Buhat MAsala SAme hai

  9. #9
    parvaiz_anjum's Avatar
    parvaiz_anjum is offline Senior Member+
    Last Online
    16th August 2009 @ 06:54 PM
    Join Date
    28 May 2007
    Posts
    217
    Threads
    5
    Credits
    945
    Thanked
    0

    Default

    ek kam karo meri usb mein e masla tha usb ko open

  10. #10
    parvaiz_anjum's Avatar
    parvaiz_anjum is offline Senior Member+
    Last Online
    16th August 2009 @ 06:54 PM
    Join Date
    28 May 2007
    Posts
    217
    Threads
    5
    Credits
    945
    Thanked
    0

    Default

    ........karo ek kapra lo us ke layers achi tarah saaf karo aur batao kyas howa

  11. #11
    sajjad shah is offline Senior Member+
    Last Online
    1st March 2016 @ 04:37 PM
    Join Date
    09 Feb 2007
    Location
    Rawalpindi
    Age
    37
    Gender
    Male
    Posts
    1,897
    Threads
    90
    Credits
    0
    Thanked
    2

    Default

    ok mai karta hun chk

  12. #12
    parvaiz_anjum's Avatar
    parvaiz_anjum is offline Senior Member+
    Last Online
    16th August 2009 @ 06:54 PM
    Join Date
    28 May 2007
    Posts
    217
    Threads
    5
    Credits
    945
    Thanked
    0

    Default

    han bhai kya bana

Page 1 of 2 12 LastLast

Similar Threads

  1. pori umat per aik buhat bara zulm Zaror parhein
    By Ghulamenabi in forum Sunnat aur Hadees
    Replies: 3
    Last Post: 7th May 2015, 05:42 AM
  2. Eid-ul-Adha Buhat Buhat Mubarak Ho...
    By COOLBILAL in forum Eid-al-Adha 2023
    Replies: 9
    Last Post: 27th October 2012, 04:17 PM
  3. Replies: 3
    Last Post: 13th August 2009, 04:41 PM
  4. Bhuut bara masala hia
    By Sharp in forum Ask an Expert
    Replies: 6
    Last Post: 18th January 2009, 03:39 AM
  5. Assllam_O-alikum buhat bara masla koyi hall karna wala hy
    By usman_samunder in forum Ask an Expert
    Replies: 17
    Last Post: 3rd January 2009, 04:01 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •