ji ji mgr muj se door
kaya aap ke pc main adobe acrobet reader install hy.?
yes
kia aap boht khana khatay hain
no yar subah se nashta kiya howa hy abi bas chae pi hy...
kaya aap ke doston ko pata hay ke aap pagal ho?
lolzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz
kia batoryan maarna aap ka mashgla hai ?
yes
kia aap ghar ki dosre floor per hain?
nai marna hy itni sardi main ...
kaya aap ke pas p4 system hy?
yes
kia ap ko candies passand ha?
yes lakin imported hon to hi
kaya aap ne kabi qatal hote hoe daikha hy?
yes is dunya main insan apne aap ko mar ke hi zinda rehta hy anyways choro
kaya aap apna pc khud thik kar saktain hain?
Bookmarks