Page 2 of 2 FirstFirst 12
Results 13 to 18 of 18

Thread: دورہ آسٹریلیا کیلئے پاکستان ٹیم کا اعلان

  1. #13
    masoom 10 is offline Senior Member+
    Last Online
    26th July 2010 @ 06:30 PM
    Join Date
    28 Oct 2009
    Posts
    44
    Threads
    0
    Credits
    230
    Thanked
    3

    Default

    [SIZE="4"][ australia tour pakistan ke liye asan nahi ho ga is ke liye pakistani players ko sahat mehnat karni go g /SIZE]

  2. #14
    Aasi_786's Avatar
    Aasi_786 is offline Advance Member
    Last Online
    2nd February 2024 @ 10:00 PM
    Join Date
    14 Jan 2008
    Location
    Islamabad
    Posts
    19,001
    Threads
    2012
    Credits
    1,386
    Thanked
    1109

    Default

    [SIZE="4"]
    Quote masoom 10 said: View Post
    [ australia tour pakistan ke liye asan nahi ho ga is ke liye pakistani players ko sahat mehnat karni go g /SIZE]


    G bilkul sahi kaha aap ne ...!!
    Iss k liye yeh khabar parraian ...!!
    Attached Images Attached Images  

  3. #15
    Mohsin Shah's Avatar
    Mohsin Shah is offline Senior Member+
    Last Online
    4th September 2012 @ 06:19 AM
    Join Date
    17 Nov 2009
    Location
    City of Iqbal
    Posts
    6,477
    Threads
    147
    Credits
    975
    Thanked
    553

    Default

    Thank You Aasi Bhai For This Information...!!!

  4. #16
    Aasi_786's Avatar
    Aasi_786 is offline Advance Member
    Last Online
    2nd February 2024 @ 10:00 PM
    Join Date
    14 Jan 2008
    Location
    Islamabad
    Posts
    19,001
    Threads
    2012
    Credits
    1,386
    Thanked
    1109

    Default

    Quote Mohsin Shah said: View Post
    Thank You Aasi Bhai For This Information...!!!
    Welcome ... Brother .. !!

  5. #17
    Join Date
    21 Oct 2009
    Location
    City of Textiles
    Age
    34
    Posts
    387
    Threads
    1
    Thanked
    12

    Default

    beta, 3 - 0 se haaro ge, yunis k baghair, Austrailia ki fielding dekhi hai, or hamari team ka captain team ka sab se bakwas fielder hai, austrailia k khilaaf 3 departments mein muqabla krna hota hai, fielding k department mein to hum abhi se haar gaye,

    batting ka hal sab k saamne hai, misbah ul haq pak team deserve nahi karta, he is A-team player, or Pakistan hamesha Austrailia k khilaaf kamzor team khilata hai, ta k Ilzam na lage, k badi team se haar gaye, har baar yehi bahana hota hai k bad player nahi thay is liye har gaye,

    2002 mein , Waseem akram , saeed anwer, saqlain mushtaq, mushtaq ahmed, azhar mehmood, moin khan, shahid afridi, jaise super stars ko drop kar k aik Kids team austrailia k tour per bheji thi, result 3-0, phir pakistan k coach or captain ne kaha k agar ye stars team ka hissa hote to aaj result kuch or hota,

    pakistan ne austrailia se last test, 1995 mein jeeta tha, us din k baad se aaj tak koi test nahi jeet saka,

    o gar issi tara chalta raha to kabhi jeet bhi nahi sake ga,

    kyun kabhi apni full strength bheji hi nahi hai, 2004-05 mein bhi aik junior team bheji thi, wo bhi 3-0 haar gayi,

    ab ye team bhi 3-0 hi haare gi, agar is team koi test draw bhi kar liya to main mithai baantoon ga

  6. #18
    Aasi_786's Avatar
    Aasi_786 is offline Advance Member
    Last Online
    2nd February 2024 @ 10:00 PM
    Join Date
    14 Jan 2008
    Location
    Islamabad
    Posts
    19,001
    Threads
    2012
    Credits
    1,386
    Thanked
    1109

    Default

    Quote Zia Shehzad said: View Post
    beta, 3 - 0 se haaro ge, yunis k baghair, Austrailia ki fielding dekhi hai, or hamari team ka captain team ka sab se bakwas fielder hai, austrailia k khilaaf 3 departments mein muqabla krna hota hai, fielding k department mein to hum abhi se haar gaye,

    batting ka hal sab k saamne hai, misbah ul haq pak team deserve nahi karta, he is A-team player, or Pakistan hamesha Austrailia k khilaaf kamzor team khilata hai, ta k Ilzam na lage, k badi team se haar gaye, har baar yehi bahana hota hai k bad player nahi thay is liye har gaye,

    2002 mein , Waseem akram , saeed anwer, saqlain mushtaq, mushtaq ahmed, azhar mehmood, moin khan, shahid afridi, jaise super stars ko drop kar k aik Kids team austrailia k tour per bheji thi, result 3-0, phir pakistan k coach or captain ne kaha k agar ye stars team ka hissa hote to aaj result kuch or hota,

    pakistan ne austrailia se last test, 1995 mein jeeta tha, us din k baad se aaj tak koi test nahi jeet saka,

    o gar issi tara chalta raha to kabhi jeet bhi nahi sake ga,

    kyun kabhi apni full strength bheji hi nahi hai, 2004-05 mein bhi aik junior team bheji thi, wo bhi 3-0 haar gayi,

    ab ye team bhi 3-0 hi haare gi, agar is team koi test draw bhi kar liya to main mithai baantoon ga
    Dear! Thanks for your comments ...!!

Page 2 of 2 FirstFirst 12

Similar Threads

  1. Replies: 5
    Last Post: 16th August 2018, 03:57 PM
  2. Replies: 19
    Last Post: 20th September 2014, 02:43 PM
  3. Replies: 7
    Last Post: 17th December 2009, 11:49 PM
  4. Replies: 4
    Last Post: 12th December 2009, 01:29 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •