I.T dunya k sab members ko salam
kia koi sirf itna bata sakta hea k I.T dunya per VB 6 or ya VB.Net k taturial be available hain ya nahi ? agar hain tu kahan hain ?
Meri Admin say bi guzarish hea k agar essa koi thread start nahi howa tu plz VB.Net na sahi kam az kam VB 6 ka tu thread start karwa dain ,
thanks a lot
Bookmarks