Na pooch teri judai ke lamhe kaise bitaaye
paani main surf excel mila k straw se bulbulay banaye
teri yaadein mujhe her tarah se saatati hain
tere khayalon mein khoke aksar meri chai tandi hojaye
raatein karwaton mein hi kat jati hain
neend ke maare kabhi nimak ziyada to kabhi chai pikhi banjaye
agarbati jalake duaon mein mashkol hona chaon to
uske nikalte duhein mein b tera chera nazar aaye
socha ke naam aankhon ko ab kaise hasaya jaaye
madari lekar aaya bandar to tum uchalte khudte mujhe nazar aaye
Bookmarks