Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 12 of 14

Thread: Duniya ki Shoowat ????????????

  1. #1
    Nadeem Ahmed Kh's Avatar
    Nadeem Ahmed Kh is offline Senior Member+
    Last Online
    19th September 2015 @ 10:32 AM
    Join Date
    10 Apr 2009
    Location
    New Delhi
    Gender
    Male
    Posts
    655
    Threads
    115
    Credits
    1,000
    Thanked
    31

    Default Duniya ki Shoowat ????????????

    Ye thread un logo le liye hai jo bade danishwar, hoshiyar or din or duniya dono ki achchi khasi maloomat rakhte ho

    mai ye kahna chahata hu ke kiya kisi ko duniya ki shooruat maloom hai, jese ki dinoya kab abad hone lagi thi, kaha se es ki sooruat hoi, Adam A.S. duniya ke kis hisse mai tashrif laye the, or us se pehle kiya tha duniya mai (Adam ke aane se pehle). Es me diniya ki har chiz samaye hogi DIN or DUNIYA BHI.

    Maharbani kar ke apni apni maloomat share kare.

    JajakAllah

  2. #2
    agente47's Avatar
    agente47 is offline Senior Member+
    Last Online
    26th August 2014 @ 05:13 PM
    Join Date
    07 Jan 2009
    Location
    Leeds
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    668
    Threads
    76
    Credits
    945
    Thanked
    61

    Default

    bhai me danishwer waghaira tou nahi lekin jawab dena chahunga...
    scientifically aap jaante hoge ke insan ki irteqa kese howi.(bander se insan) .... aur ADAM A.S kaha aaye ye science jawab nahi de sakti...

    aur Deeni jawab koi khas mujhe nahi mila abhi tak is ka Qur'an-o-Hadith me bhi.... me perh raha hun ALLAH k karam se... agar aap ko is ka Deeni jawab chahiye tou aap bhi Quran aur Hadith consult kare.. aur is k ilawa me kisi aur Ulma ya kisi scholars ki baat nahi maanunga is matter me...


    Me ne jawab nahi diya aap ko jawab hasil kerne ka tareeqa btaya he bas

  3. #3
    masoom no 1 is offline Member
    Last Online
    19th August 2017 @ 06:52 PM
    Join Date
    21 Oct 2007
    Location
    belgium
    Posts
    8,935
    Threads
    239
    Thanked
    586

    Default

    hmmm

  4. #4
    Nadeem Ahmed Kh's Avatar
    Nadeem Ahmed Kh is offline Senior Member+
    Last Online
    19th September 2015 @ 10:32 AM
    Join Date
    10 Apr 2009
    Location
    New Delhi
    Gender
    Male
    Posts
    655
    Threads
    115
    Credits
    1,000
    Thanked
    31

    Default

    Quote agente47 said: View Post
    bhai me danishwer waghaira tou nahi lekin jawab dena chahunga...
    scientifically aap jaante hoge ke insan ki irteqa kese howi.(bander se insan) .... aur ADAM A.S kaha aaye ye science jawab nahi de sakti...

    aur Deeni jawab koi khas mujhe nahi mila abhi tak is ka Qur'an-o-Hadith me bhi.... me perh raha hun ALLAH k karam se... agar aap ko is ka Deeni jawab chahiye tou aap bhi Quran aur Hadith consult kare.. aur is k ilawa me kisi aur Ulma ya kisi scholars ki baat nahi maanunga is matter me...


    Me ne jawab nahi diya aap ko jawab hasil kerne ka tareeqa btaya he bas

    Ap ne ye kaha ke mai Qur'ar-o-Hadith se es masle ke bare mai maloom karu, apne hisab se ap ne duroost farmaya bhai,

    Mai ap ke pehle para se ettefak nahi rakhta kiyo ke scientifically insan bandar se bana

    fir kiya wazah hai ke bandar aaz tak insan nahi bane

    ha ye bat hai ke insan apni Akl ke jis mulam pe puhacha hai Aaz wo Aaz se hazaro sal pehle nahi tha, es liye wo bandaro jesi jindagi guzarta tha, or fir dire dire us ne Akl hasil ki, socha or samjha or aaz is mukam pe pucha hai ke har ek chiz us ke aage khulti ja rahi hai

  5. #5
    Join Date
    13 Dec 2009
    Location
    Charsadda Tangi
    Gender
    Male
    Posts
    24,332
    Threads
    334
    Credits
    393
    Thanked
    1297

    Default

    Ohhhh

  6. #6
    agente47's Avatar
    agente47 is offline Senior Member+
    Last Online
    26th August 2014 @ 05:13 PM
    Join Date
    07 Jan 2009
    Location
    Leeds
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    668
    Threads
    76
    Credits
    945
    Thanked
    61

    Default

    Quote Nadeem Ahmed Kh said: View Post
    Ap ne ye kaha ke mai Qur'ar-o-Hadith se es masle ke bare mai maloom karu, apne hisab se ap ne duroost farmaya bhai,

    Mai ap ke pehle para se ettefak nahi rakhta kiyo ke scientifically insan bandar se bana

    fir kiya wazah hai ke bandar aaz tak insan nahi bane

    ha ye bat hai ke insan apni Akl ke jis mulam pe puhacha hai Aaz wo Aaz se hazaro sal pehle nahi tha, es liye wo bandaro jesi jindagi guzarta tha, or fir dire dire us ne Akl hasil ki, socha or samjha or aaz is mukam pe pucha hai ke har ek chiz us ke aage khulti ja rahi hai
    bhai me ne apna personal reference nahi diya... me ne science ki baat ki he.... agar me kahu ke scientifically zameen me gravity he tou is ka matlab k science ne ye baat kahi he.... wese hi science ye bhi kehti he ke insan pehle bander tha....

    aur aap ka ye kehna k baaki bander insan nahi bane tou jawab yehi he ke jin me salahiyat thi wo ban gaye.. ab itni nasle hein in bandero me aur insano me bhi...
    ye science ka jawab he.... mera jawab tou wohi he jo Qur'an-O-Hadith me milega..

  7. #7
    Nadeem Ahmed Kh's Avatar
    Nadeem Ahmed Kh is offline Senior Member+
    Last Online
    19th September 2015 @ 10:32 AM
    Join Date
    10 Apr 2009
    Location
    New Delhi
    Gender
    Male
    Posts
    655
    Threads
    115
    Credits
    1,000
    Thanked
    31

    Default

    Quote agente47 said: View Post


    bhai me ne apna personal reference nahi diya... me ne science ki baat ki he.... agar me kahu ke scientifically zameen me gravity he tou is ka matlab k science ne ye baat kahi he.... wese hi science ye bhi kehti he ke insan pehle bander tha....

    aur aap ka ye kehna k baaki bander insan nahi bane tou jawab yehi he ke jin me salahiyat thi wo ban gaye.. ab itni nasle hein in bandero me aur insano me bhi...
    ye science ka jawab he.... mera jawab tou wohi he jo Qur'an-O-Hadith me milega..
    Bhai bat bahas ki nahi hai, Agar ap keh rahe hai to es ka matlab hai ke ap us bat ko jane anjane mante bhi hai, scince bhi to insano ki serch hai ho sakta hai ke sahi ho ya na bhi ho, scince ki har bat sahi nahi ho sakti, jese ye bandaro wali bat

  8. #8
    peer_sahib1 is offline Member
    Last Online
    10th January 2010 @ 09:25 PM
    Join Date
    20 Nov 2009
    Location
    پشاور
    Age
    48
    Posts
    108
    Threads
    1
    Thanked
    6

    Default

    یار ان باتوں کے چکر مین نہ پڑو یہ آپ کو گمراہ کردیں گی۔۔۔۔۔اس بارے میں بہیت سے نظریات ہیں ۔۔۔اور ہر ایک متاثر کرتا ہے لیکن میں کیسے بیان کرسکتا ہوں کیونکہ ادھر آیی ٹی دنیا میں بہت سے ہوشیار لوگ یعنی ہاں ہا ہا ہا ۔۔موجود ہیں

  9. #9
    agente47's Avatar
    agente47 is offline Senior Member+
    Last Online
    26th August 2014 @ 05:13 PM
    Join Date
    07 Jan 2009
    Location
    Leeds
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    668
    Threads
    76
    Credits
    945
    Thanked
    61

    Default

    Quote Nadeem Ahmed Kh said: View Post
    Bhai bat bahas ki nahi hai, Agar ap keh rahe hai to es ka matlab hai ke ap us bat ko jane anjane mante bhi hai, scince bhi to insano ki serch hai ho sakta hai ke sahi ho ya na bhi ho, scince ki har bat sahi nahi ho sakti, jese ye bandaro wali bat
    hahhahah... agar me kahu k hitler ne boht zulm kiye hein tou me is ka kia matlab k me hitler ka supporter ban gya.... nahi... me tou aap ko information de raha hun...

    bhai ne sahi kaha k is chakkar me mat pare..... kyunke is k jawab me boht conflictions hein

  10. #10
    Nadeem Ahmed Kh's Avatar
    Nadeem Ahmed Kh is offline Senior Member+
    Last Online
    19th September 2015 @ 10:32 AM
    Join Date
    10 Apr 2009
    Location
    New Delhi
    Gender
    Male
    Posts
    655
    Threads
    115
    Credits
    1,000
    Thanked
    31

    Default

    Quote agente47 said: View Post


    hahhahah... Agar me kahu k hitler ne boht zulm kiye hein tou me is ka kia matlab k me hitler ka supporter ban gya.... Nahi... Me tou aap ko information de raha hun...

    Bhai ne sahi kaha k is chakkar me mat pare..... Kyunke is k jawab me boht conflictions hein
    bat ho rahi hai science ki hitlar ki nahi, or ye sabhi jante hai ke hitlar ne galat kiya tha, ap ap kahe ya na bhi kahye ye bat sabit hai ke hitlar ne galat kiya, lekin agar ap science ka hawala de ka koi bat kahye to es ka matlab yahi niklega ke ap us bat ko tasleem karte hai

  11. #11
    sahirshahanvi20 is offline Member
    Last Online
    29th December 2010 @ 10:32 PM
    Join Date
    24 Jan 2010
    Age
    32
    Posts
    71
    Threads
    5
    Thanked
    3

    Default

    Wao

  12. #12
    Qadeer Gillani's Avatar
    Qadeer Gillani is offline Senior Member+
    Last Online
    8th January 2020 @ 10:04 PM
    Join Date
    09 Oct 2008
    Location
    Lahore
    Age
    41
    Posts
    402
    Threads
    53
    Credits
    19
    Thanked
    19

    Default

    good is ko kehte hain behas k tareqa dohondna Sab Muslims ko pta hai k dunya kaise bani or Adam A.S. Kaise duniya par aye
    http://www.itdunya.com/showthread.php?t=101208
    Pakistan ki Khubsurti Dakhye

Page 1 of 2 12 LastLast

Similar Threads

  1. Duniya
    By usmananees in forum Design Poetry
    Replies: 9
    Last Post: 24th February 2017, 07:11 PM
  2. help It Duniya Plz
    By Danyn26 in forum Ask an Expert
    Replies: 1
    Last Post: 24th August 2012, 10:57 AM
  3. ye Duniya
    By ahsanbz2000 in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 9
    Last Post: 13th June 2010, 12:10 PM
  4. sha ki duniya
    By Beqarar in forum Introduction
    Replies: 9
    Last Post: 21st January 2010, 08:50 PM
  5. Yeh duniya
    By Adilawan in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 7
    Last Post: 28th October 2009, 08:22 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •