Mera pass nokia n70-1 agar che a aik advance set hai acha hai lakin es ma b dosray nokia jaisa aik khami hai woh a keh es ma b sirf aap aik minute tak audio recording kar saktay hai kese bai ko agar aisa software ka bara ma kuch malomat ho jo jes ka zaria ma aik minute sa zyada recording kar sako to plz mera sath zror share kara.
Mai na getjar sa download kia lakin woh register nahi hai agar register software ka bara ma kese ko ilem ho to zaror share karain
bari mehrabni ho gee thank u in advance
Bookmarks