Aslam Alaikum,

Meray paas laptop hp pavilion dv9000 hai.Iss k baray main mujhy 2 sawal karnay hain.

1. Main jab isss ko university ki protocol sab kuch manually dy ke DNS bhi , use krti hon tou DSL kaam karti hai lakin jab main iss ko ghar ki dsl ki procol,DNS deti hon tou yeh work nhi krti limited connectivity kahta hai ya connected but bytes recevied wali nhi ati.jab kah ghar main usi cable pr desktop theek kaam kata hai.
Please agr kisi ko iss ki wajha maloom ho tou guide kr dain.

2. Iss ki color quality 32-bit hai main issko 64-bit karna chahti hon woh main kaisay kr sakti hon iss k lye alag se CD hoti hai ya setting main hi kuch karna parta hai.


Please helpme as soon as somebody read this thread and knows solution ofmy problems.

Thanks\

Allah Hafiz.