mare do sawaal hain

1> mare pas laptop hai jo k masla karta hai k bohat late on hota hai takreeban
8 ye 10 mint ma kiya waja hai
2> ma apne laptop k sath bluetooth headfone lagana cahta hon kiya connect ho jain gay ager ho saktay hain to kasay plz
or mobile ko voice k liay pc k sath connect kar sakta hon

ALLAH AAP KO KHUSH RAKHAY AMEEN