Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 12 of 13

Thread: Akhbar (News Paper)

  1. #1
    Syed Mahmood Shah's Avatar
    Syed Mahmood Shah is offline Senior Member+
    Last Online
    17th October 2015 @ 10:47 AM
    Join Date
    20 Dec 2005
    Posts
    57
    Threads
    13
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Lightbulb Akhbar (News Paper)

    Salam to all,

    May some body tell me ke news paper (Akhbar) kis tarah banta hey,
    Kia koye special software istamal hota hey ya Inpage Aur corel draw wagera mein hi likha jata hey.

    Shukria

  2. #2
    Join Date
    23 Nov 2006
    Location
    Rawalpindi
    Age
    42
    Posts
    6,234
    Threads
    306
    Credits
    1,029
    Thanked
    0

    Default

    inpage main typ keya jata hai aur iss k bad iss ko set kar k
    iss ki platy banai jati hai jes ki madad sy
    akhbar ki printing hoti hai mujay to etna hi pata hai
    ..

  3. #3
    Join Date
    08 Jun 2006
    Location
    AlKaMoNyA
    Posts
    20,923
    Threads
    1112
    Credits
    846
    Thanked
    12

    Default

    Quote phototech81 said: View Post
    inpage main typ keya jata hai aur iss k bad iss ko set kar k
    iss ki platy banai jati hai jes ki madad sy
    akhbar ki printing hoti hai mujay to etna hi pata hai
    Aaj se kuch saal pehlay akhbar ke ketabat hoti the....phir computer par type honay laga aur us ka print out lay kar copy paste ke jate the....lakin aaj kal eik mukamal akhbar INPAGE main he tiyar ho jata hai.....computer par tiyar karnay kay is amal ko PAGE MAKING kehtay hain... akhbar ka eik mukamal safha inpage main tiyar ho jata hai...phir us ka print out liya jata hai aur printing ke liye press bhej diya jata hai....jahan pehlay is ke plate banti hai phir us ke printing hote hai.....

  4. #4
    qamar_zaman's Avatar
    qamar_zaman is offline Senior Member+
    Last Online
    26th February 2022 @ 03:22 PM
    Join Date
    26 May 2007
    Location
    Faisalabad, Punjab, Pakistan
    Age
    59
    Posts
    151
    Threads
    5
    Credits
    1,266
    Thanked
    3

    Default

    bhai jaan akhbar kae daftar ja kar dekh lien mujhae nahin pata
    World can be ruled by knowledge only

  5. #5
    Sheeda_Pastol's Avatar
    Sheeda_Pastol is offline Senior Member+
    Last Online
    28th November 2010 @ 11:46 AM
    Join Date
    21 Dec 2005
    Location
    IRIS ga mo im nika ?
    Posts
    16,800
    Threads
    125
    Credits
    990
    Thanked
    344

    Default

    Chhotay motay akhbar to aaj kal inpage main hi bantay hain aur jaisa kay editorshahid bhai nay kaha hay bilkul waisa hi process hota hai.

    Magar Jang nay sab say pehlay Nastaleeq urdu system Agfa Monotype company say banwaya tha, is ka khat (likhai ya typeface) Ahmed Mirza Jameel nay Likha tha jin ko Govt. of Pakistan nay Tamgha-e-Imtiaz dia. Jang kay is urdu system ka naam Monotype aur Linotype hai aur is font ka naam Noori Nastaleeq hai.
    Sab say pehlay is system kay kuch techniques ko import karkay Compsi Ltd Karachi/Lahore nay Shahkaar kay naam say software banaya. aur aaj kal yehi Noori nastaleeq font InPage ka bhi main font hai.

    Mazeed maloomat kay liay
    http://www.jang.com.pk/thenews/spedi...kr/mir2006.htm
    http://www.inpage.com/noori.htm
    http://www.compsi.com/
    Last edited by Sheeda_Pastol; 11th June 2007 at 05:38 PM.

  6. #6
    Mr.kool is offline Member
    Last Online
    4th July 2007 @ 07:59 PM
    Join Date
    27 Apr 2007
    Location
    ':.Multan, Pakistan':.
    Age
    36
    Posts
    493
    Threads
    56
    Thanked
    0

    Default

    sub say pehlay inpage pay Composing ki jati hay phir wahan say Post Script file mai export kia jata hay aur usay Adobe Photoshop mai open kia jata hay phir yahan par tasaweer add ki jati hain..aur Headings ko shadow diay jatay hain Text effect say

  7. #7
    Laique Shah is offline Senior Member
    Last Online
    24th August 2009 @ 07:21 PM
    Join Date
    05 Feb 2007
    Location
    ITDunya
    Posts
    3,212
    Threads
    109
    Thanked
    0

    Default

    Quote sheeda_pastol786 said: View Post
    Chhotay motay akhbar to aaj kal inpage main hi bantay hain aur jaisa kay editorshahid bhai nay kaha hay bilkul waisa hi process hota hai.

    Magar Jang nay sab say pehlay Nastaleeq urdu system Agfa Monotype company say banwaya tha, is ka khat (likhai ya typeface) Ahmed Mirza Jameel nay Likha tha jin ko Govt. of Pakistan nay Tamgha-e-Imtiaz dia. Jang kay is urdu system ka naam Monotype aur Linotype hai aur is font ka naam Noori Nastaleeq hai.
    Sab say pehlay is system kay kuch techniques ko import karkay Compsi Ltd Karachi/Lahore nay Shahkaard kay naam say software banaya. aur aaj kal yehi Noori nastaleeq font InPage ka bhi main font hai.

    Mazeed maloomat kay liay
    http://www.jang.com.pk/thenews/spedi...kr/mir2006.htm
    http://www.inpage.com/noori.htm
    http://www.compsi.com/
    Kiya baat hay app ki Rashid bahi.....
    Zabardast maloomat share ki haan...
    Thanks

  8. #8
    Syed Mahmood Shah's Avatar
    Syed Mahmood Shah is offline Senior Member+
    Last Online
    17th October 2015 @ 10:47 AM
    Join Date
    20 Dec 2005
    Posts
    57
    Threads
    13
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Salam,

    Aap Sab Bhayoun ka bahut bahut shukriya

  9. #9
    Sheeda_Pastol's Avatar
    Sheeda_Pastol is offline Senior Member+
    Last Online
    28th November 2010 @ 11:46 AM
    Join Date
    21 Dec 2005
    Location
    IRIS ga mo im nika ?
    Posts
    16,800
    Threads
    125
    Credits
    990
    Thanked
    344

    Default

    Quote Laique Shah said: View Post
    Kiya baat hay app ki Rashid bahi.....
    Zabardast maloomat share ki haan...
    Thanks
    pasand karnay ka shukria laique bhai

  10. #10
    Mr.kool is offline Member
    Last Online
    4th July 2007 @ 07:59 PM
    Join Date
    27 Apr 2007
    Location
    ':.Multan, Pakistan':.
    Age
    36
    Posts
    493
    Threads
    56
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Thumbs up

    Quote Syed Mahmood Shah said: View Post
    Salam,

    Aap Sab Bhayoun ka bahut bahut shukriya
    Tu app ko kiss ka samjhana ka tariqa pasand aya hay...editorshahid ka, Mera ya Sheeda Pastol ka...wasay mojay tu sheeda pastol ka tariqa pasand aya hay

  11. #11
    Sheeda_Pastol's Avatar
    Sheeda_Pastol is offline Senior Member+
    Last Online
    28th November 2010 @ 11:46 AM
    Join Date
    21 Dec 2005
    Location
    IRIS ga mo im nika ?
    Posts
    16,800
    Threads
    125
    Credits
    990
    Thanked
    344

    Default

    aur mujhay editorshahid aur mr.kool kay samjhanay ka tareeqa pasand aya hai. aur laique bhai ki hosla afzai ka tareeqa pasand aya hai

  12. #12
    Laique Shah is offline Senior Member
    Last Online
    24th August 2009 @ 07:21 PM
    Join Date
    05 Feb 2007
    Location
    ITDunya
    Posts
    3,212
    Threads
    109
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    aor mujay to Syed Mahmood Shah Sb. kay pochnay ka tareeqa pasand aaya. (Just kinding )

Page 1 of 2 12 LastLast

Similar Threads

  1. news paper
    By IQBAL JEE in forum Photo Gallery
    Replies: 2
    Last Post: 4th March 2021, 02:12 PM
  2. all news paper online here
    By kamalwahab in forum General Discussion
    Replies: 4
    Last Post: 21st March 2014, 07:40 PM
  3. 3 G News by insaf news paper
    By kamran447 in forum General Mobile Discussion
    Replies: 18
    Last Post: 16th December 2012, 11:27 AM
  4. ~~Aap ka Pasandeda News Paper~~
    By ALI AKBAR SHAR in forum Baat cheet
    Replies: 1
    Last Post: 7th July 2010, 10:01 PM
  5. Replies: 3
    Last Post: 2nd October 2009, 07:47 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •