salam all freinds.
friends mujay kable pay add bana nay k liya soft ware chahiy jis ma main add making k alwa strip be chal sakoo screen par uper aur nechay .main nay suna hai k ya sab kchun magic world player pa ho jata hai asani k sath agar kece ko information hai to plz send me this software agar is pay ya kam nahe ho sakta to jis software pay ya kam asani say ho jye to mujay us ka link day dain lakin plz jo be link dain wo reg software ka ho i am very thankful to you if any body help me for this porpse
Rashid
Bookmarks