dear expert bhai salam..


mere system k sath ek masla hay k main jab b system on karta hun to,, cpu to on ho jata hay lakin monitor nai on hota,, do teen dafa restart karnay kay baad monitor on hota hay,, main nay monitor change kr k daikha to phir b masla tha,,,, main kia karoun plz help....