bhi salam bhi hum jab koi post yathread lagaty hain to us k sath jo urdu main taa,ruf detay hain wo kesay banatay hain plz guid me kia word pr tipe kartay hain phir sath atach kartay hain ya koi aor tareeqa hay

dost Yeah Sub Inpage ka kamal hai Aap It Dunya ke Ke Traning Mai Jai inpage ke
Assalam-o-Alaikum,
Masha Allah, bohat khoob sorat sharing ha, Allah apko iski jaza dega, Insha Allah
Wassalam,
Khanqah Daruslam
yar urdupad me tpye kr ky pr copy paste use kro
Bookmarks