Page 4 of 20 FirstFirst 123456714 ... LastLast
Results 37 to 48 of 233

Thread: Ghazalz Collection

  1. #37
    msamib4u's Avatar
    msamib4u is offline Senior Member+
    Last Online
    7th February 2011 @ 07:42 PM
    Join Date
    02 Jun 2009
    Location
    multan
    Age
    34
    Posts
    4,269
    Threads
    56
    Credits
    945
    Thanked
    439

    Default

    16


    Mujhay Kia howa hay Aaj kal
    Kuch Ajeeb sa mera Haal hay
    Mujhay Zindagi b Azeez hay
    Mujhay Mout ka b Khyaal hay

    Tou mila to ban gia Ajnabi
    Mujhay phir b koi gila nahi
    Teri Berukhi bhee Kamal hai
    Mera Hosla bhee Kamal hay

    Teray Paas Jitnay Sawal thay
    Meray Paas un kay Jawab thay
    Tou Jawab jis ka na de Saka
    Wohi Lab pe meray Sawal hay

    Mere Yaar Baat Zara si Yeh
    Kbhi Aaj tak na tou Samaj ska
    Jahan hon SHAKOOK Uroj par
    Wahin CHAHATON pe Zawal hay

  2. #38
    msamib4u's Avatar
    msamib4u is offline Senior Member+
    Last Online
    7th February 2011 @ 07:42 PM
    Join Date
    02 Jun 2009
    Location
    multan
    Age
    34
    Posts
    4,269
    Threads
    56
    Credits
    945
    Thanked
    439

    Default

    17

    Chaand ki Chahat kartay ho
    Tm Kch Kch Pagal lgtay ho

    Woh Door Falak par rehta hay
    Tum Yahein Zameen par Bastay ho

    Sitaray us k Humdum hein
    Kion Baat nai Samjhte ho

    Woh Pariyon k Dais ka Basi hay
    Tum Aam si Sorat Rakhtay ho

    Keyn Shab bhar Neend nahi Aati?
    Keyn Soch mein Doobay Rehtay ho

    Jo tum par Beeti Mohabbat mein
    Us say Keyn nahi Kehtay ho

    Tum Chand ki Chahat Kartay ho
    Tum Waqai Pagal Lagtay ho

  3. #39
    msamib4u's Avatar
    msamib4u is offline Senior Member+
    Last Online
    7th February 2011 @ 07:42 PM
    Join Date
    02 Jun 2009
    Location
    multan
    Age
    34
    Posts
    4,269
    Threads
    56
    Credits
    945
    Thanked
    439

    Default

    18

    Tou Apnay Fun se meri Chahat ko Aazma k Dikha
    Mein Toot'ta hon tou phir se mjhe bna k Dikha

    Teray Badan mein Lahoo ban kar Dorta hon mein
    Tjhay Anaa ki Qasam he Mujhay Bhula kar Dikha

    Mein itnay Dard mein bhee Kehqahay lagata hon
    Tu Eik Dukh mein mujhay sirf Muskara kay Diha

    Tujhay to mein nay Hmesha Manaya hay Lakin,,,
    Mein Aaj Rooth Chala hoon Mujhay Mana K Dikha

  4. #40
    msamib4u's Avatar
    msamib4u is offline Senior Member+
    Last Online
    7th February 2011 @ 07:42 PM
    Join Date
    02 Jun 2009
    Location
    multan
    Age
    34
    Posts
    4,269
    Threads
    56
    Credits
    945
    Thanked
    439

    Default

    19


    "" Tum jo MEri Baat Suno ""

    Ek Qissa Tumhay Sunata hon
    Ye Qissa Nahi Zamanay ka
    Ye Qissa hay Parwanay ka

    Jo pal pal Jeeta Marta tha
    Jo pyaar Bhot hi Karta tha

    Har Baat usay Maloom to thi
    Ek Baat Magar Woh Bhula betha

    Shama ko Hasil karnay mein,,
    Khud apna Aap Jala Baitha

    Youn Ishq ki Had Guzarnay mein
    Ab Jagti hay na Soti hay

    "" Shama ab har pal Roti hay ""

  5. #41
    Shehzad Iqbal's Avatar
    Shehzad Iqbal is offline Advance Member+
    Last Online
    26th November 2023 @ 06:28 PM
    Join Date
    16 Jan 2009
    Location
    Karachi
    Gender
    Male
    Posts
    28,463
    Threads
    2271
    Credits
    11,705
    Thanked
    5385

    Default

    waoo
    nice yaar,
    ab is ko update karty rehny acha idea hai.
    thanx 4 sharing

  6. #42
    JohnCena4u is offline Senior Member+
    Last Online
    3rd August 2010 @ 06:01 PM
    Join Date
    11 Jan 2010
    Location
    Lahore
    Age
    34
    Posts
    196
    Threads
    2
    Credits
    1,045
    Thanked
    11

    Default

    Zbardast Collection hay
    Mein nay Sari Copy kar le hein

  7. #43
    sahirshahanvi20 is offline Member
    Last Online
    29th December 2010 @ 10:32 PM
    Join Date
    24 Jan 2010
    Age
    32
    Posts
    71
    Threads
    5
    Thanked
    3

    Default

    Good

  8. #44
    Confuse's Avatar
    Confuse is offline Senior Member+
    Last Online
    2nd May 2015 @ 03:53 PM
    Join Date
    17 Jan 2009
    Location
    Khamosh NaGaR
    Gender
    Male
    Posts
    8,124
    Threads
    778
    Credits
    0
    Thanked
    785

    Default

    wah yar , kia baat ha , bare ache ghazals hain ,

    bas thora font 4 size se zaida na rakhoo tu sahe ha

    alls are good

  9. #45
    msamib4u's Avatar
    msamib4u is offline Senior Member+
    Last Online
    7th February 2011 @ 07:42 PM
    Join Date
    02 Jun 2009
    Location
    multan
    Age
    34
    Posts
    4,269
    Threads
    56
    Credits
    945
    Thanked
    439

    Default

    Quote Confuse said: View Post
    wah yar , kia baat ha , bare ache ghazals hain ,

    bas thora font 4 size se zaida na rakhoo tu sahe ha

    alls are good
    Ok dost

  10. #46
    msamib4u's Avatar
    msamib4u is offline Senior Member+
    Last Online
    7th February 2011 @ 07:42 PM
    Join Date
    02 Jun 2009
    Location
    multan
    Age
    34
    Posts
    4,269
    Threads
    56
    Credits
    945
    Thanked
    439

    Default

    20


    "Meri Zaat Zara si hay Be-Nishan"

    Mein wo kis trha se karon Bayan
    Jo kiye gaye hein Sitam yahan
    Sunay kon meri yeh Dastaan??
    Koi Hamnasheen hay na Razdaan

    Jo tha Jhoot wo bana Sach yahan
    Nahi Kholi mein ne magar Zubaan
    Yeh Akaila pan Yeh Udasiyaan
    Meri Zindagi ki hay Tarjuman


    "Meri Zaat Zara si hay Be-Nishan"

    Kabhi Sooni Subah mein Ghoomna
    Kabhi Ujri Shamo mein Dekhna
    Kabhi Bheegi Aankhon se Jaagna
    Kabhi Beetay Lamhon ko Sochna

    Mgr Eik pal hay Umeed ka
    Hay Mujhay Khuda ka jo Aasra
    Na hi mein ne koi Gila kia
    Na hi me ne di hein Duhaiyan


    "Meri Zaat Zara si hay Be-Nishan"

    Mein Bataon kia Mujhay Kia Milay?
    Mujhay Sabar hi ka Sila Milay
    Kissi Yaad hi ki Rida milay
    Kissi Dard hi ka Sila Milay

    Kissi Gham ki dil mein jaga milay
    Jo mera hay wo Mujhay Aa Milay
    Rahay shad younhi mira Jahan
    Keh Yaqeen mein Badlay mera Guman


    "Meri Zaat Zara si hay Be-Nishan"

  11. #47
    JohnCena4u is offline Senior Member+
    Last Online
    3rd August 2010 @ 06:01 PM
    Join Date
    11 Jan 2010
    Location
    Lahore
    Age
    34
    Posts
    196
    Threads
    2
    Credits
    1,045
    Thanked
    11

    Default

    20 No Wali Great hay Dost
    Thanks 4 sharing

  12. #48
    msamib4u's Avatar
    msamib4u is offline Senior Member+
    Last Online
    7th February 2011 @ 07:42 PM
    Join Date
    02 Jun 2009
    Location
    multan
    Age
    34
    Posts
    4,269
    Threads
    56
    Credits
    945
    Thanked
    439

    Default

    21


    Kya Andheron k dukh kya Ujaalon k dukh
    Jab Hara dein Muqadar ki Chalon k dukh
    Jin ki Aankhain nahi wo na Roein kabhi
    Jaan Jaein agar Aankh walon k Dukh

    Meri Manzil kahan, Hamsafar hay kidhar
    Maar dalein ge ab in Sawalon k dukh
    Tum milay to tmhari Mohabbat nahi
    Hijar se barh gai hein Wisalon k dukh

    Do Ghari k liye Paas betho agar
    Bhool jaein ge hum Kitnay Saalon k dukh
    Meri Sochon k Jaltay howe Dasht se
    Cheen le Aa k Apnay Khayalon k Dukh

Page 4 of 20 FirstFirst 123456714 ... LastLast

Similar Threads

  1. (¤·.My Ghazalz Collection.·¤)
    By mehar_tanha in forum Roman Urdu Poetry
    Replies: 9
    Last Post: 18th April 2021, 01:50 AM
  2. Replies: 92
    Last Post: 27th September 2012, 05:40 PM
  3. Nice Ghazalz
    By cute_charming786 in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 17
    Last Post: 23rd December 2011, 11:24 AM
  4. ghazalz
    By frhan in forum SMS/MMS/EMS/SMSc
    Replies: 0
    Last Post: 26th August 2011, 06:01 PM
  5. Urdu Sahiri ghazalz dekhen
    By musaddique in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 8
    Last Post: 13th March 2009, 05:40 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •