Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 12 of 15

Thread: Masaala

  1. #1
    Hijaab's Avatar
    Hijaab is offline Senior Member+
    Last Online
    21st March 2011 @ 08:43 PM
    Join Date
    15 Aug 2008
    Location
    karachi
    Posts
    205
    Threads
    6
    Credits
    825
    Thanked: 1

    Default Masaala

    Umeed hai ap sab kheriyat se honagy... Ek masaala hai jo me discuss krna chahti hun. Please Islamic section k moderator tawaja farmayen...

    Islam me Nikkah hota hai jab larka or larki ek dosray ko teen bar qabool kr len chand logo k samnay. Nikkah humne dekha hai telephone pe b ho skta hai.

    Agar ek larka 3 bar larki se shadi k liye khud pochay bilkul us tarha jis tarha molvi sahab pochty hain bamaa haq mehar or larki 3 bar qabool hai keh de... es doran larkay k bhai us k pas or larki ki behan us k pas mojood hain or tamam guftagu sun rhy hain...to kiya ye nikkah ho gaya hai??? kiya es ki koi hesiyat hai jab k iradatan dono sirf mazaq k mood me tafreeh kr rhy hon?

    Please Quran or Sunnat ki roshni me rehnumai kijiyega...

  2. #2
    msamib4u's Avatar
    msamib4u is offline Senior Member+
    Last Online
    7th February 2011 @ 07:42 PM
    Join Date
    02 Jun 2009
    Location
    multan
    Age
    34
    Posts
    4,269
    Threads
    56
    Credits
    945
    Thanked
    439

    Default

    I think nai ho sakta
    Baqi Confirm Aap ko Koi Molvi bta day ga is thread me

    __________________

    Ek saWaL eK jWaB



  3. #3
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    Quote Hijaab said: View Post
    Umeed hai ap sab kheriyat se honagy... Ek masaala hai jo me discuss krna chahti hun. Please Islamic section k moderator tawaja farmayen...

    Islam me Nikkah hota hai jab larka or larki ek dosray ko teen bar qabool kr len chand logo k samnay. Nikkah humne dekha hai telephone pe b ho skta hai.

    Agar ek larka 3 bar larki se shadi k liye khud pochay bilkul us tarha jis tarha molvi sahab pochty hain bamaa haq mehar or larki 3 bar qabool hai keh de... es doran larkay k bhai us k pas or larki ki behan us k pas mojood hain or tamam guftagu sun rhy hain...to kiya ye nikkah ho gaya hai??? kiya es ki koi hesiyat hai jab k iradatan dono sirf mazaq k mood me tafreeh kr rhy hon?

    Please Quran or Sunnat ki roshni me rehnumai kijiyega...
    Walikum Salam
    eik baat mian aap ko bata dena chahta hoon k deen k mamlay mian kabhi bhi mazak na karain yeh boohat bara gunnah hia ......
    doosri baat ap ka nikkah nahi howa ..... khyun k nikkah mian KHUTBA bhi hota hia ....... gawah bhi hotay hain .......or larki or larkay k wali ( sarbarah) bhi hotay hain ....... or yeh koi mazak nahi hota ......
    aap ki mazeed tasalle k lia mian IMAAM sahab say pooch kar bataionga ........
    Max img size for signature is 30KB or Less

  4. #4
    shanik is offline Senior Member+
    Last Online
    18th March 2017 @ 02:31 PM
    Join Date
    15 Aug 2009
    Age
    46
    Posts
    292
    Threads
    14
    Credits
    1,117
    Thanked
    38

    Default



    Is nikah ki koi sharai hasiyat nahi (mun'aqqid nahi hoa)
    Attached Images Attached Images   

  5. #5
    erd43 is offline Advance Member
    Last Online
    5th April 2020 @ 07:01 PM
    Join Date
    29 Oct 2009
    Location
    Rawalpindi
    Age
    35
    Gender
    Male
    Posts
    1,843
    Threads
    136
    Credits
    7
    Thanked
    123

    Default

    wah g kia mazak hai shame on u

  6. #6
    Reehab is offline Senior Member
    Last Online
    12th November 2018 @ 06:28 PM
    Join Date
    29 May 2009
    Location
    Dammam
    Gender
    Male
    Posts
    2,448
    Threads
    40
    Credits
    1,150
    Thanked
    449

    Default

    Aslama alekum . sister bahter he ke kiss almi deen se rabita kar lijye. jahan tak meri raye he kisis ke nazdeek theek he kissi ke nazdeek theek nahi . aj kal door pardeis ke wja se kuch ahkamat me tabdeli ki ja sakti he jessy ager larka kissi dosre mulk me hoo aur larki dosre mulk me . wohan bhi gawah ho aur yahan bhi aur molvi shib bakieda kuhtba bhi parhe aru sub sunien to i think ke ho jata he . yeh me ne perha tha kisis kitab me sahi terha yad nahi. is me bhut se kabahtien hien ALLAH bahter janane wala he. baki kis almi deen se pooch lien to achca he .

  7. #7
    fmchaudhary's Avatar
    fmchaudhary is offline Senior Member+
    Last Online
    11th January 2012 @ 02:25 AM
    Join Date
    25 Dec 2009
    Posts
    436
    Threads
    29
    Credits
    0
    Thanked
    25

    Default

    ni jinab acording to islam(any fiqa) n acording to law yeh nikah ni hai agr woh halat hain jo aap ne uper btain hain.
    agr detail chahia tou janab apna mslak ya fiqa bta dain us ke lehaz se tafseelat de dun ga.
    thanx.

  8. #8
    Reehab is offline Senior Member
    Last Online
    12th November 2018 @ 06:28 PM
    Join Date
    29 May 2009
    Location
    Dammam
    Gender
    Male
    Posts
    2,448
    Threads
    40
    Credits
    1,150
    Thanked
    449

    Default

    Quote fmchaudhary said: View Post
    ni jinab acording to islam(any fiqa) n acording to law yeh nikah ni hai agr woh halat hain jo aap ne uper btain hain.
    agr detail chahia tou janab apna mslak ya fiqa bta dain us ke lehaz se tafseelat de dun ga.
    thanx.
    what do u think about maslak and fiqah..
    simple si bat he ke islam me ijmah qiyas aur ijtehad bhi kuch cheiz hota he.. baki wessy nahi hota mager is ki shart yeh rakhi he ke dono taref se wakeel ho aur gawah hoon sirf majboori ki bina per na ke is ko hissa bana lena . sirf majboori me essa nikah ho jaye ga . aur ager bina wakeel ke binah nikah khutba ke kiya woh nahi ho ga . yeh me ne khud ulima se poocha tha . tu us me yeh gunjaiesh nikle ke sirf in soorat me ho ga basoorat diggar nahi. baki WALLAHO alam

  9. #9
    Hijaab's Avatar
    Hijaab is offline Senior Member+
    Last Online
    21st March 2011 @ 08:43 PM
    Join Date
    15 Aug 2008
    Location
    karachi
    Posts
    205
    Threads
    6
    Credits
    825
    Thanked: 1

    Default

    Ap sab ka es maslaay pe guftagu ka shukriya.

    Ye wo waqiya hai jo menay apni dost se suna...es per bht se sawalat zehan me aye to socha es per baqi logo ki raye b li jaye... wo khud b es mamlay per research kr rhi hai...

    Aisa ek waqiya ek college canteen me hua jis me doston ne mil kr do logo ka nikkah parha dia....baad me Ulama se pochwaya gya jis pe kuch k mutabiq es ki koi hesiyat nhi thi jab k ek Ulama ne isay shraiyee qarar dia or phr baad me unki shadi karai gai...

    Ap me se jo behtar samajh rkhty hain; baraye meharbani es pe roshni dalen.

    JazakAllah

  10. #10
    naqshbandios_limra's Avatar
    naqshbandios_limra is offline Senior Member+
    Last Online
    27th March 2023 @ 04:00 PM
    Join Date
    28 Aug 2008
    Age
    38
    Gender
    Male
    Posts
    4,267
    Threads
    499
    Credits
    1,323
    Thanked
    626

    Default

    edited...
    Last edited by naqshbandios_limra; 19th January 2010 at 03:32 PM.
    Khanqah Daruslam

  11. #11
    naqshbandios_limra's Avatar
    naqshbandios_limra is offline Senior Member+
    Last Online
    27th March 2023 @ 04:00 PM
    Join Date
    28 Aug 2008
    Age
    38
    Gender
    Male
    Posts
    4,267
    Threads
    499
    Credits
    1,323
    Thanked
    626

    Default

    Iss tarah mazaq karne se oi nikah nahin hojata, iske lye aik baqaida gawahoun ki zaroorat hoti ha...

    han iss tarah ke iqdaam se gunah zaroor hota ha, iss tarah mazaq nahin karna chaye,

  12. #12
    slowpoison85 is offline Junior Member
    Last Online
    19th January 2010 @ 02:38 PM
    Join Date
    21 Jul 2009
    Age
    38
    Posts
    11
    Threads
    1
    Credits
    965
    Thanked
    0

    Default

    Assalam-o-alikum...

    There is a Hadith in Ibn-Majah, Abu Dawood and Tirmizi, “3 things which its reality is reality and its joke its reality. They are; Marriage, Divorce and Freeing of a slave."

Page 1 of 2 12 LastLast

Similar Threads

  1. email system k masaala
    By illahimaqsoo in forum Ask an Expert
    Replies: 8
    Last Post: 16th June 2011, 04:36 PM
  2. Internet Explorer ka masaala hal karien
    By mak0503 in forum Ask an Expert
    Replies: 2
    Last Post: 17th November 2006, 01:30 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •