Dosto aaj main shayed 3sri baar it dunya walou se fayida yaab ho raha hou.
dost main apne 750i sony ericsson main sms ki memory zeyada krana chahta hou, 90 sms per memory full ho jati ha. koi ap aisa tareeka btaein k main apne sms memory card main save kr sakou, aor sath main koi aisa software b btaein k main us software main b persnal sms rakh sakhou. Ap ki special thanks ho gi. please zaroor kuch na kuch is ka krna.
Bookmarks