Page 5 of 47 FirstFirst ... 234567815 ... LastLast
Results 49 to 60 of 564

Thread: Question

  1. #49
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    Quote iqu-76 said: View Post
    Janab Phir Ap apni aqal ka saboot de rahe ho : eesai ne yeh poocha keh "eesa aasman main zinda hai aur hazrat mohammad mustufa (PBUH) zameen main madfoon hain"
    kes nabi k aasma per uthaie janay or kese ka zameen main madfooz hona darjay main koi farq nahi parta ........ har nabi ko ALLAH nay apnay waqat or zaroorat k lihaz say mujzaat atta farmai hain ...... AMBIA k mujzaat ko buniyya bana kar apnii aqal say darjay banana or eik doosray say afzal qarar dena parlay darjay ki jahalat hain Afzal wo hai jisay ALLAH nay afzal qarar dia hai ........

    Hazrat ESA A.S bager walid k peda howay jab k MUHAMMAD S.A.W k walid thay to pher afzal kon howa ?

    hazrat ADAM A.S ki umer 930 baras ........ jab k hazrat NOOH A.S ki umer 1000 baras the.......... or MUHAMMAD S.A.W ki umer 63 baras the ........is k mutaliq mirzaion ka kia khayyal hai ....... ?

    Farishtay aasmano mian rehtay hain jab k AMBIA A.S zameen mian madfoon hai ..... kia farishtay AMBIA A.S say zyada afzal hain ........?

    Mirzaie hazrat ooper chaltay phertay hain jab k mirza zameen mian dafan hai to batain k kon afzal hia ........ ?

    Kese ka ooper hona or kese ka neechay honay say azman ya tanqees lazim nahi ati ........ koi ooper ho ya neechay .... jis ki jo shaan hia woo barqarar rehti hai ........ tamaam ambia a.s say afzal o ala MUHAMMAD S.A.W hain ...... or ese per oppri ummat ka emaan or aqeda hia .......
    Max img size for signature is 30KB or Less

  2. #50
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    Quote iqu-76 said: View Post
    Janab Quran ne kaha ki Woh Bani Israel ke nabi the.... aur quran ji likha hai us badela nhi ja saketa hai to fir wo kase r woh Ummat-e-Muslima ke khalifa hongay???

    jis terha tumhara mirza kehta hia jihaad haram hia ......
    jis terha tumhara mirza kehta hai k nasara KHUDA ki rehmat hia .....
    QURAN kehta hai k ALLAH k rastay mian laroo tumhara mirza kehta hai k jihad haram hogaya ........
    QURAN kehta hai k yahood o nasara tumhare dushman hai ......
    tumhara mirza kehta hai k woo KHUDA ki rehmat hain .......
    kaisay ?????????

  3. #51
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    Quote iqu-76 said: View Post
    Aur Woh Dajjal ka Saboot Quran se bhi mangta hai

    is sawal ka to mere pas jawab hai par ap bhi refrences send kardain taki reply ka wazan barh jaye
    us ka sawal to bataio ?
    or dajjal k mutaliq FASIH UD DEEN say contact karna INSHAALLAH mian jawab day donga lakin fasih bhai ko mujh say zyada malomat hian .........

  4. #52
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    Quote nasirnoman said: View Post
    Jazak Allah Ustad bhai

    In Shaallah hum bhi in sawalat ka tafseeli jawab tayyar kar rahy hain
    In Shaallah jald yaha post kar dain gey.

    Duaon k talabgar
    ALLAH aap ko jazai-e-khair day or aap k elm mian ezafa farmai AAMIN .......
    aap k jawab ka intazaar rehayga ........

  5. #53
    iqu-76's Avatar
    iqu-76 is offline Senior Member+
    Last Online
    17th June 2011 @ 07:05 PM
    Join Date
    01 Jun 2009
    Location
    LAhore
    Posts
    476
    Threads
    30
    Credits
    124
    Thanked
    36

    Default

    Bhai Jan Quran ki yeh Ayat hai Aur Quran ne kabhi Jhooth nahi kaha............ Quran-e-Kareem main Allah pak farmatay hain

    " Wa Ma Muhamad-a-dun Illah Rasool, Kad Khalat min Kab-le-hier Rusul"
    Yeh, Muhamad (SAW) allah kay Rasool hain, Aur in say pehlay jitnay bhi Rasool Aey wo sab Guzar gay.

    Us kay bad Quran-e-Pak apnay bilkul mukamal honay ka sabut daytay hoey farmata hay
    " Wa Ma Muhamad-a-dun Illah Rasool, Kad Khalat min Kab-le-hier Rusul. Afa im Mata Ao Kotela"
    Yehni Guzarnay say murad yeh khay ya to wo Wafat pa gay ya Shaheed kar diey gay.

    Is kay elwa pooray Quran-e-Pak main koi bahi teesra tareeka Guzarnay ka naheen bataya gaya.
    :Ek Essa ko zinda rakhne ki khatir ap logoon ne sare k sare anbyaa ko zinda asmaan pe charhaya howa hai nhi yaqeen to millo mein apk he Quran se sabit kar donga keh hum nhi ap he woh loog hain jinhoon ne quran ko jhutlaya hai


    HUm aap ko bukhari shareef main baab NOZOL ESA A.S dekha sektay hain.............. HUm aap ko quran shareef main baab NOZOLHazrat Muhammad, .S dekha sektay hain

    Men pehle hi janta tha ke aap logon ko jurrat nahin hogi ke Wafat-e-Masih per behes ker saken is lie bilkul usi tarah aap ko Mirza Sahib per sab se pehle behes kerna yaad aaya he jis tarah Yahoodion aur Eesaeyon ko Hazrat Muhammad ( SAW ) per behes kerna yaad aajata he…jesa ke is link se zahir he…is ko visit keren aur apna aa’ena dekh len ke aap Hazraat ka Mirza Sahib ka Inkaar kerna aur Christians ka Hazrat Muhammad ( SAW ) ka inkaar kerna…koi faraq hi nahin he mukhalifat ke styles men…Khuda ke lie sochen ke kia wajah he ke aap logon ke Mirza Sahib ko na maanne ke tareeqe aur hathkande wohi kyon hen jo non-Muslims ke Huzur ( SAW ) ke khilaf he?
    Pehle aap yeh bataiye Quran Majeed mai KAHA likha he ke HAzrat Isa a.s ko Zinda AASMAN per allah ne Utha liya??

    nabi k aasma per uthaie janay or kese ka zameen main madfooz hona
    darjay main koi farq nahi parta ..Jab Hazur (SAW) ko taif ki mandi main pathar maaray gaey,Uhud main aapkay dandan mubarak shaheed kiay gaey... aur 3 saal aapko aik ghaati main qaid kar kay rakha gaya us waqt Allah mian ko apnay sub say piyaaray nabi ki itni si bhi ghairat kiun nahi aayi kay Unko aasmaan per na uthata chalo 1000 gaz hi utha leta ... kuffar nay pohnch jana tha 1000 gaz tak ...? aur jab Isa (as) per mushkil aayi to unko jhat say aasman per charha liya... yeah kahan ka insaaf hai ...? Yaani woh nabi jis kay liay qainaat bani woh kuffar kay pathar khaey... aur woh nabi jo Moosa ka aik Masih that aur jo moosvi taleem ko agay barhanay aaya tha usko jab koi mushkil aaye to khuda usay AAsman per bitha lay... WAH WAH WHA "

    Ae Mohommad PBUH humne tujh se pehlay kisi bhi shaks ko qaimi dawaam yaani 'lambi ummer' nahi di pas tou fout hojai or wou zinda rehain"

    ab es aaet ki rou se tou Hazrat Easa Alehsalaam fout hojaatay hain kionk wou Hazoor PBUH se pehlay aae thai..

    aap ka es k baaray main keya khayal hai..

    AP KEH RAHEY HAIN WO NAZIL HO GA.
    IN AHADEES PAR ANEY SE PEHLEY AP QURAN SE YE TO SABIT KAR DO K HAZRAT ESA AS ZINDA ASMAN PAR MOJOOD HAIN BAKI BATAIN TO BAD KI HAIN.

    "And those whom they call on besides Allah created nothing, while they are themselves created. Dead (are they), not living. And they know not when they will be raised." (16:20-21) Quran Majid main Allah Talah saaf taur per farmata hai kay mushrikeen jo Allah kay allawah mabood banatay hain, woh murda hain (yani mar chukay hain)... ab sub ko pata hai kay Khuda kay muqablay main Isai Hazrat Isa (AS) ko Khuda batatay hain... isliay Quran ki rooh say Hazrat Isa (AS) mar chukay hain aur murda hain.....
    ager aap ke mutabik Isa(as) zinda hai tu phir isaiyat zinda aur sacha mazhab hai aur Islam(nauzobillah) murda deen hai kyonkey mullaon ki  aqal key lihaaz say to yahi zahir hota hai

    Bhai Jan Quran ki yeh Ayat hai Aur Quran ne kabhi Jhooth nahi kaha............ Quran-e-Kareem main Allah pak farmatay hain

    " Wa Ma Muhamad-a-dun Illah Rasool, Kad Khalat min Kab-le-hier Rusul"
    Yeh, Muhamad (SAW) allah kay Rasool hain, Aur in say pehlay jitnay bhi Rasool Aey wo sab Guzar gay.

    Us kay bad Quran-e-Pak apnay bilkul mukamal honay ka sabut daytay hoey farmata hay
    " Wa Ma Muhamad-a-dun Illah Rasool, Kad Khalat min Kab-le-hier Rusul. Afa im Mata Ao Kotela"
    Yehni Guzarnay say murad yeh khay ya to wo Wafat pa gay ya Shaheed kar diey gay.

    Is kay elwa pooray Quran-e-Pak main koi bahi teesra tareeka Guzarnay ka naheen bataya gaya.
    yeh nhi kaha ki "aap say pehlay kay seb nabee guzur gaye, aur esa as abhee zindaa hain"???
    balkay koi exception nahee bataee gayee, saaf kaha, kad khalat min kablihirrusul!
    . kya aap es bhi jhutela saket hai???????????
    Last edited by iqu-76; 25th January 2010 at 07:40 PM.
    Ek Hi Nara Ek Hi Parcham

  6. #54
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    Quote iqu-76 said: View Post
    Bhai Jan Quran ki yeh Ayat hai Aur Quran ne kabhi Jhooth nahi kaha............ Quran-e-Kareem main Allah pak farmatay hain

    " Wa Ma Muhamad-a-dun Illah Rasool, Kad Khalat min Kab-le-hier Rusul"
    Yeh, Muhamad (SAW) allah kay Rasool hain, Aur in say pehlay jitnay bhi Rasool Aey wo sab Guzar gay.

    Us kay bad Quran-e-Pak apnay bilkul mukamal honay ka sabut daytay hoey farmata hay
    " Wa Ma Muhamad-a-dun Illah Rasool, Kad Khalat min Kab-le-hier Rusul. Afa im Mata Ao Kotela"
    Yehni Guzarnay say murad yeh khay ya to wo Wafat pa gay ya Shaheed kar diey gay.

    Kad Khalat ka matlab ap nay GHUZAR GAI yani FOOT ho gai ka lia hia ........ magar ahmadi sahab baraie meharbani arbi ki kese lughat ki main yeh to dekhlain "KHALAT YA KHULA" bamaina moot zaban arab mian aya bhi hai ?
    agar khalat ka matlab foot ho jana hai to to pher aap is ayyat ....... SUNNATILLAHE-L-LATI QAD KHALAT MIN QABLEHE .......(fatah 23) ka kia tarjuma karaingay ? kia yahe woo sunnat elahi hai jo tum say pehlay foot ho chuki hai ? agar aap asa tarjuma karaingay to to is ayyat k saat milay howay alfaaz .... WALAN TAJIDA LI SUNNATILAHE TABDEELA ........ ap k is tarjumay ki sakhat takzeb karaingay ........
    QAD KHALAT MIN QABLIHER RASOOL ........ ka sahe tarjuma yeh hia " HOTAY REHAY HAIN EN SAY PEHLAY RASOOL" ........
    kia khalat k mainay moot hain ? aur suno ...... KAZALIKA ARSALNAKA FI UMMATIN QAD KHALAT MIN QABLIHA UMAM ...... "aye Muhammad S.A.W ese terha bheja hum nay tum ko eik ummat mian . ho chuki hai is say baishtar ummatin" kia is juga KHALATka mainay yeh hai k pehlay ki ummatain FOOT ho chuki hain ? bilkul nahi ...... YAHOOD O NASARA mujood hain ..... khud QURAN en ko YA AHLAL KITAAB , AHAL ENJEEL , AHAL TURAAT keh kar en ko yaad kia hia .....
    KHALAT k mainay moot lay kar wafat-e-maseeh ko sabit karna maqsood khuda wandi o mansha MUHAMMADI S.A.W kay khelaf hai .....
    haan agar MUHAMMAD S.A.W say pehaly k tamaam rasool wafat pa chukay hain to mirza sahab nay ( noor ul haq hissa awal page 50 khazain jild 3 page 69-68) per janab MOSA A.S ka aasmano per zinda hona or is per imaan lana zaroori o lazmi kaisay samjha ?

  7. #55
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    Quote iqu-76 said: View Post
    AP KEH RAHEY HAIN WO NAZIL HO GA.
    IN AHADEES PAR ANEY SE PEHLEY AP QURAN SE YE TO SABIT KAR DO K HAZRAT ESA AS ZINDA ASMAN PAR MOJOOD HAIN BAKI BATAIN TO BAD KI HAIN.
    Aap kehtay hain k mirza mehdi hia maseeh hai nabi hai ........ pehlay ap QURAN say mirza ko maseeh ibne maryyam , mehdi , nabi to sabit kardain ....... chalo yeh nahi to aap mirza ko QURAN say shareef insaan he sabit kardain ....... baqi baatain to baad ki hai .......

  8. #56
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    Quote iqu-76 said: View Post
    Ae Mohommad PBUH humne tujh se pehlay kisi bhi shaks ko qaimi dawaam yaani 'lambi ummer' nahi di pas tou fout hojai or wou zinda rehain"

    ab es aaet ki rou se tou Hazrat Easa Alehsalaam fout hojaatay hain kionk wou Hazoor PBUH se pehlay aae thai..

    aap ka es k baaray main keya khayal hai..
    Subhanallah ........ yeh tarjuma kes nay kia hia ? yaqeenan yeh tarjuma ap nay mirza nay bhi nahi kia hoga ..... pehlay apnay mirza ki books perho k mirza nay is ayyat ka kia tarjuma kia hia ....... pher aa kar baat karna ....... is ayyat ka sahe tarjuma yeh hai ....
    OR NAHI DIA HUM NAY TUM SAY PEHLAY KESE AADMI KO HAMEESHA K LIA ZINDA REHNA PHER KIA AGAR TU MARR GAYA TOO WOO REH JAINGAY ....(AMBIA 34)
    lambi umer ka to zikar he nahi hai ........ lafz HAMEESH ki juga tum nay lambi umer lar li hia .....
    agar MUHAMMAD S.A.W say pehlay kese ko lambi umer nahi de to pher MOOH A.S k mutaliq kia khayyal hia ? un ki kitne umer the ? khud QURAN kehta hai k NOH A.S ki umer 950 baras the (Al-Ankaboot 14) ....
    QURAN eik taraf kehta hai k lambi umer kese ko nahi de to doosri taraf QURAN kehta hai k noh a.s ki umer 950 baras hai ........ QURAN main to tazad hai he nahi tazad tumhare apnay ander hia ....... jo QURAN ki ayyat ka tarjuma apnay matlab k lia istamal kartay hain or logno ko gumrah kartay hain ....... mirza ka latreen main he marna is bat ki daleel hai k wo jhoota hia .......

  9. #57
    nasirnoman is offline Senior Member
    Last Online
    25th November 2017 @ 05:24 PM
    Join Date
    17 Dec 2008
    Posts
    912
    Threads
    55
    Credits
    1,074
    Thanked
    518

    Default

    Jazak Allah Ustad bhai
    Mashaallah bohat khub jawab diey hain
    jari rkhiey
    [URL="http://www.itdunya.com/showthread.php?p=1482439&posted=1#post1482439"][SIZE="4"]Pakistan k masail or un ka yaqini or mustaqil hal
    Once Must Read
    Hosakta hai apko apkey masail k Hal bhi mil jaey[/SIZE][/URL]

  10. #58
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    Quote nasirnoman said: View Post
    Jazak Allah Ustad bhai
    Mashaallah bohat khub jawab diey hain
    jari rkhiey
    Alhamdullillah ......
    yeh sab ALLAH ki meharbani hia ......
    ALLAH aap ko jazai-e-khair day AAMIN .......

  11. #59
    iqu-76's Avatar
    iqu-76 is offline Senior Member+
    Last Online
    17th June 2011 @ 07:05 PM
    Join Date
    01 Jun 2009
    Location
    LAhore
    Posts
    476
    Threads
    30
    Credits
    124
    Thanked
    36

    Default

    Ustad bhai kafi ache posts kiye hain

  12. #60
    naqshbandios_limra's Avatar
    naqshbandios_limra is offline Senior Member+
    Last Online
    27th March 2023 @ 04:00 PM
    Join Date
    28 Aug 2008
    Age
    38
    Gender
    Male
    Posts
    4,267
    Threads
    499
    Credits
    1,323
    Thanked
    626

    Default

    Bhai Jan Quran ki yeh Ayat hai Aur Quran ne kabhi Jhooth nahi kaha............ Quran-e-Kareem main Allah pak farmatay hain

    " Wa Ma Muhamad-a-dun Illah Rasool, Kad Khalat min Kab-le-hier Rusul"
    Yeh, Muhamad (SAW) allah kay Rasool hain, Aur in say pehlay jitnay bhi Rasool Aey wo sab Guzar gay.

    Us kay bad Quran-e-Pak apnay bilkul mukamal honay ka sabut daytay hoey farmata hay
    " Wa Ma Muhamad-a-dun Illah Rasool, Kad Khalat min Kab-le-hier Rusul. Afa im Mata Ao Kotela"
    Yehni Guzarnay say murad yeh khay ya to wo Wafat pa gay ya Shaheed kar diey gay.
    Pehle jo men ne apko mujadid ka hawala dia ha, jo apne kaha tha keh "Kisi mujadid ne mirza ghuilam qadiani se pehle wafat-e-maseeh par behas nahin ki", uska jawab to do ?
    Khanqah Daruslam

Page 5 of 47 FirstFirst ... 234567815 ... LastLast

Similar Threads

  1. Solved Q21. ITD Winner Rank Question (Final Question)
    By Afridi in forum ITDunya 18th Anniversary (8 Nov 2023)
    Replies: 9
    Last Post: 8th November 2011, 10:09 PM
  2. Solved c++ question
    By shamsgul in forum Solved Problems (IT)
    Replies: 17
    Last Post: 11th July 2011, 01:17 AM
  3. new game question with question..........
    By lucky shah in forum Baat cheet
    Replies: 12
    Last Post: 16th July 2010, 02:53 AM
  4. a little question
    By esr in forum Ask an Expert
    Replies: 8
    Last Post: 10th October 2008, 12:02 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •