Results 1 to 4 of 4

Thread: assalamoalaikum

  1. #1
    ruqia is offline Senior Member+
    Last Online
    3rd February 2007 @ 02:42 PM
    Join Date
    19 Feb 2006
    Location
    Hyderabad
    Posts
    80
    Threads
    23
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default assalamoalaikum

    Hazroor e Akram S.A.W ki shan main gustakhi ki jurrat ki gayii hai aur iss baat per unhay sharmindagi bhi nahi hai

    aisi soorat e haal main ham kiya kar saktay hain?

    meray zehan main chand tajaveez hain

    1.. jab bhi shopping k liye jayein koi bhi cheez khareedain yeah zaroor check kar lain k kis mulk ki product hai agar un mumalik mainse kisi ki product ho to usay na khareedain bulkay shopkeeper se bhi israr karain k in mumalik ki cheezo ka stock na rakhain

    2... piyaray NABI S.A.W ki hayyate tayyaba se non muslims ko agah kiya jaye un ki ghalat fehmyoun ko door kiya jaye jo islam ya hamaray NABI S.A.W se mutaliq hain un hay bataya jaye k kis kaqar azeem shaksiyat ki shan main gustakhi ki gayii hai

    3.. apnay amal o afaal ko islam k sanchay main dhalnay ki poori koshish ki jaye k muslims k kirdar se mutasir ho kar apni raye badal lain.

    4..mukhtalif news papers ko emails ki jayein mulki aur ghair muki dono news papers main apna ehtijaj record karaya jaye


    5... ik doosray ko un mumalik ki products ka bataya jaye jo gustakh mumalik ki hain takay un ka boycott kiya jaye aur sath sathyeah bhi bataya jaye k market main mutabadil companies onsi hain

    6...hukoomati idaro ko khat likh kar bhiunhay majboor kiya jaye k sarkaro satah per un mumalik ka boycott kiya jaye



    agar aap logo k zehan main mazeed tajaveez houn to plzz share kijiye yeah waqt khamoshi ka nahi

    sochyea kiya moun dikhayein ge roz e kayamay Allah ko k piyaray RASOOL S.AW ki shan main gustakhi ki gayii aur ham ham khamosh rahay kis moun se shifaat ki umeed rakhain ge

    kiya RASOOL ALLAH S.A.W k ehsanat ko bhool gaye hain ham kiya hamaray kisi aziz shaksiyat ki touheen ki jati hai jab bhi ham khamosh rehtay hain ....nahi na

    phir jo hamain maa baap behan bhayoun dunya k har rishtay se ziyda aziz hain (k emaan k kamil honay ki shart hi yeah hi hai) un ki shan maingustakhi kesay aur kyun kar bardast karain

  2. #2
    jaankaash's Avatar
    jaankaash is offline Senior Member+
    Last Online
    26th May 2022 @ 10:24 AM
    Join Date
    18 Nov 2005
    Location
    Karachi
    Age
    38
    Gender
    Male
    Posts
    2,139
    Threads
    117
    Credits
    1,384
    Thanked
    5

    Default

    boohat khoob ....ALLAH app ko iss ka ajer dayga ...
    hum app ki traf say achia chi sharing ka intizar karain gay....

  3. #3
    Noman Khan is offline Senior Member+
    Last Online
    26th September 2014 @ 01:54 AM
    Join Date
    30 Nov 2005
    Posts
    1,117
    Threads
    2
    Credits
    0
    Thanked: 1

    Default

    wassalam
    MASHA ALLAH
    acha likha hai
    apne bilkul sahi kaha
    ays ahi kerna chiey
    wel done
    keep it up
    ALLAH HAFIZ
    السلام وعلیکم
    ASSALAM_O_ALIKUM Hw R U Friends

  4. #4
    Terminator's Avatar
    Terminator is offline Senior Member+
    Last Online
    14th February 2017 @ 09:13 AM
    Join Date
    17 Dec 2005
    Location
    PAKISTAN
    Age
    40
    Posts
    6,183
    Threads
    319
    Credits
    904
    Thanked
    8

    Default

    Very Good
    Jazakallha
    yarr naraz nehi hona ager app urdu may liktin to maza dobala hojata muger app kee ye stile be boht acha hay
    nice sharing

Similar Threads

  1. assalamoalaikum
    By saqibzeya in forum Ask an Expert
    Replies: 3
    Last Post: 19th November 2013, 10:04 AM
  2. assalamoalaikum
    By aneeqahmed in forum Introduction
    Replies: 11
    Last Post: 13th August 2013, 08:57 PM
  3. Assalamoalaikum
    By spoiledking in forum Introduction
    Replies: 13
    Last Post: 13th May 2013, 02:17 AM
  4. AssalamOAlaikum
    By ~%~MM~%~ in forum Introduction
    Replies: 24
    Last Post: 1st April 2010, 04:56 AM
  5. Assalamoalaikum
    By assamrao in forum Introduction
    Replies: 22
    Last Post: 25th February 2010, 05:27 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •