salma
mere pc mein aksar ye problem ati hai k jab mein pc on karta hoon to awaz ati hai aur baz uqat nahi ati
koi error ata hai to pc awaz deta hai laikan jab mein online maslan youtube me koi video run karta hoon to wahan awaz nahi ati is ki kia waja hai
allah hafiz
Bookmarks