Results 1 to 8 of 8

Thread: Ahdees Fazail Namaz....Shaikh Ul Hadees Molana Zikriya kandhalvi(ra)

  1. #1
    sniper is offline Junior Member
    Last Online
    29th July 2007 @ 07:54 PM
    Join Date
    13 Jun 2007
    Age
    43
    Posts
    24
    Threads
    4
    Credits
    990
    Thanked
    0

    Default Ahdees Fazail Namaz....Shaikh Ul Hadees Molana Zikriya kandhalvi(ra)

    Assalamoalikum
    Umeed hay app sab ahbaab ba khairo afiyath hongay Ajj say may inshaAllah namaz say muutalik FAZAIL pay muushtamil ahadees yahan share kerna start ker raha hoon jis ko koshish ker k roz update kiya karon ga. Souce hay Hazrat Shaikh ul Hadees Molana Mohammed Zikriya Kandhalvi Sahab(ra) ki mashoor zamana Kitab FAZAIL AMAAL....

    Allah say dua hay k humay amaal kernay ki taufeek day aur saat saat deen ki mehnat ko poori duniya may layker phirnay wala bana day ameeen.


    Wasalam

    Ather



    Hadees No-1


    Hazrat Abdullah Bin Umer(ra) Hazoor(saw) ka irshaad naqal kertay hain kay Islam ki buniyaad 5 saatoono pay hay sab say awal Kalima "La ila ha ill lal lah Mohammed ur raso lol lah ki gawahee dayna yani Allah k seewa koi ibadat k laiq nahi aur Mohammed (saW) Allah k baanday aur Rasool hain, iss k bad NAMAz qaim kerna, Zakaat ada kerna, Haaj kerna aur Ramzan k rozay rakhna.

  2. #2
    Doctor is offline Senior Member+
    Last Online
    13th September 2009 @ 08:57 AM
    Join Date
    26 Sep 2006
    Location
    Alkamuniya
    Age
    52
    Posts
    21,458
    Threads
    1525
    Credits
    1,000
    Thanked
    36

    Default

    Masha ALLAH Athar bhai bohot acha silsila shru kiya hay aap nay ALLAH aap ko eis ka behtareen ajar ata farmaey aamin, carry on

  3. #3
    sniper is offline Junior Member
    Last Online
    29th July 2007 @ 07:54 PM
    Join Date
    13 Jun 2007
    Age
    43
    Posts
    24
    Threads
    4
    Credits
    990
    Thanked
    0

    Default

    Allah amaal ki taufeek daay hum sab ko ameeen.

  4. #4
    Real_Light is offline Member
    Last Online
    22nd February 2016 @ 03:49 AM
    Join Date
    15 Oct 2006
    Location
    Hong Kong
    Posts
    9,415
    Threads
    501
    Thanked
    0

    Default

    Masha Allah...

    Jazak Allah khair

  5. #5
    truthfinder is offline Member
    Last Online
    10th December 2007 @ 06:23 PM
    Join Date
    22 Oct 2006
    Location
    in ALLAH's world
    Age
    34
    Posts
    1,427
    Threads
    158
    Thanked
    0

    Default

    mashallah achi sharing ha bhai

  6. #6
    sniper is offline Junior Member
    Last Online
    29th July 2007 @ 07:54 PM
    Join Date
    13 Jun 2007
    Age
    43
    Posts
    24
    Threads
    4
    Credits
    990
    Thanked
    0

    Default

    Hadees-2

    Hazrat Abu Zaar(ra) fermatay hain kay Aik Martaba Hazoor(saw) saardi k moosam may bahar tashreef laey aur paat'tay(leafs) daarakhtoo'n (trees) pay say geer rahay thaay App(saW) nay aik darakht ki tehni haat may li uss k paat tay aur bhi geernay lagay App(saw nay fermaya jab musalman banda ikhlaas k saat Allah k liya NAMAZ perhta hay tau uss k gunah aisay he gertay hain jaisay ya paat tay daarakht say geer rahay hain.

  7. #7
    sniper is offline Junior Member
    Last Online
    29th July 2007 @ 07:54 PM
    Join Date
    13 Jun 2007
    Age
    43
    Posts
    24
    Threads
    4
    Credits
    990
    Thanked
    0

    Default

    Hadees-3

    Abu Usman(ra) kehtay hain kay may Hazrat Salman(ra) k saat aik daarakt(tre) k neechay thaa unho nay uss darakht ki aik khooshk tehni(Stem) pakar ker us ko herkat de jis say uss k paat tay(leafs) geer gaey, phir mujah say kehnay lagay k Abu Usman(ra) tum nay mujah say ya na poocha k may nay aisa kion kiya, may nay kaha k bata deejiya kion kiya unho nay kaha k may aik maartaba App(saw) k saat aik darakht(tree) k neechay thaa App(saw) nay bhi darakht ki aik khooshk tehni pakar ker isi tarah kiya jis say uss tehni k pattay jhaar gaey thaay phir App(saw) nay irshad fermaya thaa k Salman(ra) poochtay nahi kay may nay iss tarah kion kiya may nay arz kiya k bata deejiya kion kiya, App(saw) nay irshaad fermaya k jab musalman achi tarah wazoo kerta hay phir 5 waqt ki namazayn perhta hay tau us ki khaataeyn aisay he ger jati hain jis tarah ya paattay geertay hain, phir App(saW) nay Quran ki Ayat AKIMIS SALAH ..TARA FENNEEHAR tak talawat fermaey jis ka taarjooma ya hay k QAIM KER NAMAZ KO DIN K DOONO SEERO'N MAY AUR RAAT K KOCH HEESO'N MAY BAYSHAK NAIKIYAN DUUR KERDAYTI HAIN GUNAHOO'N KO YA NAEEHAT HAY NASEEHAT MAAN NAY WALOO'N K LIYA..

  8. #8
    attari_786 is offline Member
    Last Online
    8th April 2011 @ 01:11 PM
    Join Date
    19 Nov 2009
    Posts
    53
    Threads
    1
    Thanked
    0

    Default

    mashallah achi sharing ha bhai

Similar Threads

  1. Fazail-e-Namaz
    By Doctor in forum Ibadat
    Replies: 23
    Last Post: 11th April 2018, 11:53 AM
  2. Ramadan Ke Fazail(Hadees)
    By Leon in forum Sunnat aur Hadees
    Replies: 12
    Last Post: 25th April 2014, 12:22 PM
  3. Replies: 4
    Last Post: 26th April 2010, 12:33 AM
  4. Quran ke fazail(hadees)
    By Leon in forum Quran
    Replies: 8
    Last Post: 14th October 2007, 07:06 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •