Tum q Bany Thy Dil Ka Sahara Jwab Do?
Ab Kahan Hy Wo Pyar Tmhara Jawab Do?
Kis Ko Tha Naz Apni Adaon Pe Hr Ghari
Kis Ne Kiya Wafa Se Kinara Jwab Do?
Hm to seh na saken gay judai ka gam.
Ya Qoul tha mera k tumhara jawab do.
Ek tarf zindgi ek tarf mout hy.
Ab kis taraf karo gy ishara jawab do.
Bookmarks