asalam u alikum
kia koi esa software ya koi esi website ha jis se online kisi dosre mulk ma baat ho se tovika.com se ma na try kia lakin kaam nai kar raha agar koi iss ka exact link bhi de de to mehrbani ho gi
wasalam

aur bhi chahiye kia?????????????????//////
bhai in ma se aik bhi esa nahi ha jis se pakistan free bat ki ja sake koi esa dikhao na
Bookmarks