main ye pochna chahta ho k agar humain kisi ki post achi lagay to us ko thanks kaha jata hay jo aik button ki sorat main nechay diya gaya hta hay
par mjhay pata nae chal raha k thanks ki trah kaha jaye kiio k mujhay poray page main aik option nazar nae ata.jis nay thread likha hta hay us ka to nazar aata hay likin jin ki post hoti hain unka nazr nae aaata aksar loog thread banatay hain aur kuch pochtay hain to log posts kar k mashwara daitay hain to un logo ko kiss tra thanks kaha jaye kio option nae aata
aur mujhay ye b btain k kisi b thread main jo log post kartay hain sath unk threads aur dosri info hti hay.waha par thanks ki do linain hoti hain un main wo konsi line hay jis say pata chalta hay k hamin kitnay thanks milay hain