dosto main nay zong ka 2 gb ka package liya huwa hay main chahta ho k main zong free net k zriyay downloading karo aur jo package ki downloading size hay wo utna he rahay kiya aisa ho sakta hay agar haaan to tell me how

Agar 2gb kia hai . Tho per tho sahe hai. Free wala par downloading ap sirf mobile ke default browser mai he kar saktai hu. Jo kafi slow hai. Es leye es par downloading k brai mai suchna b mat. Ok dear
zong free net se downloading buhat slow ha ap 2gb he use karen.
ok thanks..............close the thread.............solved
free chalta kase hayyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyy koi to batai is ghareeb ko
.
Bookmarks