salam
tamaam doston say apeel hay kah jo bhi dost isa kay baray main jantay hain
woh mayree mushkil hal karay
ya isa setting kay links day day
main nay net cable ka kaam start kia hay
ab kuch log users bannan chahtay hain magar is shart pay kah ham fees aap ko munh mangi dain gay laykin hamain speed zayada chahya
to janaaab
main kia karoon kah main baki tamaam users ko speed 8 kb doon laykin zayada fees daynay walon ko speed bhi 20 kb say zayada doon
plz koi rule bataya mayra naya naya kaam hay
or city main ik hi expert hay
jo net cable ka kaam janta hay
woh bhi kuch bataanay ko tayaar nahin hay
plz mayri help karain
or isa rules kah baray batain
ager kissi ko isa kay mutalik kuch bhi pata hay jitna bhi hay
mujhay zaroor batain
main jab tak isa ki setting nahin seekhta main parayshaan rahoon ga
tamaam dost takleef karain thanks
Bookmarks