ASSALAMU ALAY KUM

yar kal ma studio ek pic khicnwanay gaya aur usay kaha zara clear aur saaf uthre kar da , tu us na kaha thek ha , ma na kaha kaisay karo ga aru kitne y paisay lo ga tu us na kaha 300 aur deha bhe d ya , ek picture ka yar 300 aur pata ha woh kay kar raha tha , woh pic laita aur scanner sa dalta , photoshop ma open karta aur bas auto refresh aur thoda sa clear kar daita au r bas , yar itne sa kaam ka 300 ya tu ma khud kar lon but masla ya ha ka pc sa negative kaisay banata ha ya samjh nahi aat aagar print outnikalong a tu paper ka farq ? kya aisa ho sakta ha ka ma ghar bethay studio wala kaam kar sakon mujhay bas ya piuc apnay cousin ko daine ha , agar kisi bhai ko pata ha tu plz plz zaroor bata dain mera bh e bhala ho jaya ga auraap ke bhee