Dosto main apna gar settelite k zriye dekhna chahta hou. kia koi bta skta ha k kon see web ya koi aor tareeka ha.
Dosto main apna gar settelite k zriye dekhna chahta hou. kia koi bta skta ha k kon see web ya koi aor tareeka ha.
apey ghalat section main thread likha google earth download karen ya google main map search kar k dekh sakte hen
!!!! mkhan !!!!!!
aap apnay city ya gaoon ka name btain
Gujarkhan
Google map main apne zella ka name lik kar apne city par lain or zoom karte karte apne gar tak punch sakte hain agar ap k pass dsl hai tu ye bot asan hoga
Dost aik website hay jis k zareyay b aap daikh saktay hain!
Its http://wikimapia.org/
Visit and Enjoy!
good
http://maps.google.com/
اس ویب سائٹ کو چیک کریں۔
Bookmarks