labjab said:
nts ka barain mai agar kese ko malomat ho to zaror bataa
aur agar main 2nd year mai aur result abe nahi aya hai to kya mai admission la sakta hu ya nahi aur agar la sakta to tareqa kar kya ho ga plz complete details
Aap admission le sakti hain 2nd year mmain hoty hue....aur iski unlimited try le sakti hain...
Aap NTS NAT sample paper check karo....
agar ye afi nahi tau NAT paper pattern p mazeed test ki practice kar sakti hain.....
Is k ilawa aap solved NAT paper bhi parh sakty hain...
it will give 80+% marks
We ask Allah alone for help
Bookmarks