photos ki jaga link aa rahi hai.....

assalam peyare dosto sub khayriyat to hona hi chahiye ....

Q k IT Dunya me jo aa gaya us ki to nikal padi...........


thik hai bate to hoti raheti rahengi thoda masla beyan kardo..?


mai apni signatuer bana raha ho to mujhe jo photo signatuer ki jagha per lagana hai waha only photos ki LINK aa rahi hai pls help me ..........!!!!!!!