main ek english movie urdu main tarjoma kar raha hon

main chata hon k main as ki only awaz katam karkay dosri awaz us main add kar don

ore us ki saz wahi ho jo phelay tay


kia koi asa software hai jis say ek movie k only sound alag kia jay saz nhi



agar hai to plz mujay day do