AOA. agar yeah problem pehlay share ho chuka hay to buhat maazrat. S60 v3 main jo O.S 9.3 walay mobile hain jaisy Nokia 5320, N78 etc. un main 20 logun sa zida SMS nai ker saktay aik waqat main. agar 20 sa 21 ho jain to SMS khud he MMS main badal jata hay. agar koi janta hay to help karay.
Bookmarks