Assalamo alaikum
Kya koi bta skta ha k Inpage mein lafz ya harf ko kesay khainch k lamba kia jata ha?
Assalamo alaikum
Kya koi bta skta ha k Inpage mein lafz ya harf ko kesay khainch k lamba kia jata ha?
bahai jan aap aisa kerain k inpage ko open kerein text table ko slect ker lain aur us mein word likhain phir us ko full justified kay tool say jo oper toolbar per mojod hay sab sy pehla wala tool say justified karein aur apni marzi ka font tabdeil kerein jo aap ko behtar lagay. Koi aur baat ho to mujhy is id per milain ---------------
Last edited by *KHAN*JEE*; 1st May 2010 at 01:37 AM. Reason: Email ID Removed...
id nt allow in itd.....pm me diya krein...
janab ap (control+Shift) key daba kar F7 ya F8 kay sath harf lambay our chotay kar saktay hain.
yar ye text table kahan pe hota hai koi bata sakta hai
I don't know.
Max 30 KB Image is Allowed In SignatureBUSY IN EXAMS
PLEASE PRAY FOR ME..
Bookmarks