Asalam-o-Alikum
Mai yay batana chahta hoon k ITDunya pay koi forum share kerna mana hai lekin aik Super Moderator nai aik forum ko share kia aur iss thread ko delete bhee na kia gia ha lan k yay ITD k rules k khilaf hay...meri Admin say guzarish hay k sub k sath barabar k salook kia karain kush din pehlay aik aam member na aik pakistani forum share kia tu us k thread ko delete ker dia gia...app khud hee batain k yay tu na insafi hay.... hai na....so plz Admin shahab na insaffi na kia karain...wasay mera kaam tha yay suggestion dena agay app k merzi...wasay ager app Muslim hain tu app ko pata hee ho ga k Hazrat Muhammad (S.A.W) ko insaff buhat pasand tha...
umeed hai app meri baat ko samaj gai hoon gay
Allah Hafiz
Bookmarks