bhai jaan IT dunya main agar koi clip upload krana ho to kistarha kartay haan ?
bhai jaan IT dunya main agar koi clip upload krana ho to kistarha kartay haan ?
Matlab ya k agar koi clip post krna ho to kistarha kartay haan ?
Youtube per upload kr k us ka Embedded code yahan de dain..
sub se pehlay apni video kisi bhi uploading support site pe upload kro jese (YOUTUBE) phir wahan jo aap ki site ka link hoga wo copy kr len ab it dunya video section me ajain yahan new thread banain us thread me wo link paste kr den ab thread mukaml krdai bs yehi triqa he
psnd ay to btana zror
thanx yar
sahie malomat d hain
Bookmarks