mera pass 1gb mmc memory card hai oos mai jab mai koi tasveer kanchta hu ya song dalta hu to woh hang ho jata hai
aur tasveer nikalnai ka bad tasveer gallery mai hota hai lakin woh 0 byte ka hota hai aur kulta b nahi
memory card kaye martaba format kia lakin pir b wahi masla
mmc medic software sa b format kia lakin pir b wahi masla es ka sath kya karo kya a teek ho sakta hai
tnx
Bookmarks