are bhaio kya koi btay ga k mobile software kis tarh modified karte hain kai log is k bare main janna chahte hai laken koi nahi btaata sab kehte hain agr hum ny bta deya to hamri wo value nahi rahy gi. Yar jis ko pta hai wo plz bta day . Detail main plz..bohat sy logon ko is ka intzar rahy ga.........
Bookmarks