sir meri problum hay k mari hard disc main aik hi softwere ki aik say ziyda
copies install hayn. main un ko delet kerna chahta hon taa k meri hard disc
ki space zyda ho jay.
is kaam k liy kia kerna chahiy.?
Experts help karain.
aap sub ka bohet bohet shukria ho ga.
Bookmarks