salam

main apni hard drive ko agar kisi aur drive k sath use karun secondry slave bana kar to chalti hai master ban kar ni chalti ?i think us men bad sector hain to kya yeh us ki waja se hai aur kya yeh thk ho sakti hai